SlideShare uma empresa Scribd logo
1 de 9
Namaz Padhne Ke Faide
Benefits of Praying in Islam
By UrduHelpline.blogspot.com
• 1- Namaz Muhammad (Sallalah Ho Alaihe Wa
Sallam) ki ankho ki thandak hai…. (Hum khud
gawr kare ki hum Muhammad (Sallalah Ho
Alaihe Wa Sallam) se mohabaat ka daawa
karte hain, to kya is baat par amal karte hain).
• 2- Dahine Haath mai amaalnama (result)
milega… (Jisko Allah marne ke baad right hand
mein result dega wo duniya ke exam main
pass ho gaya aur jisko left hand mein diya
jaayega wo fail ho gaya).
• 3- Rizq ki tangi ko door karti hai…. ( Namazi ko
rizq roti,kapda,makaan,sawaari Allah khoob
deta hai, aur usme barkat bhi deta hai).
• 4- Pulsaraat pe bijli ki tarah paar ho jata
hai… (Pusaraat ek pul hai jis par se har insaan
ko marne ke baad guzarna hai, ye pul baal se
zyada baarik aur talwar ki dhaar se zyada tez
hai, gunahgar log is par chal nahi sakege aur
kat-kat kar neeche girege, niche dozakh hogi,
ayese main namazi us pul se bijli ki tarah guzar
jaayega)
• 5- Qabar ke azaab se hifaazat karti hai… (Agar
duniya mein kisi ne gunah kiye hain to usko
qabar main hi azab shuru ho jaata hai lekin
agar ayesa insan namazi thha to Namaz uski
hifazat kabar main karti hai).
• 6- Allah ki raza ka sabab hai…. (Namaz Allah ka
hukm hai, isliye jo isko padhta hai, Allah usse
raazi aur khush hota hai, Ab sochiye agar Allah
raazi ho jaaye to phir kis cheez ki kami hogi).
• 7- Shaitan ka muuh Kaala karti hai…. (Shaitan,
insaan ka dushman hai aur usko barbaad
karne ke liye namaz se rokta hai, uske dil main
waswase daalta hai lekin jo
insaan Namaz padh leta hai to Shaitan ka
muuh kaala ho jata hai.
• 8- NAMAZ Momin ka Noor hai…. (Akhirat main
jab log ikattha kiye jayege to bahut andhera
hoga, lekin logo ko utna noor (light) di jaayegi
jitna unhone duniya main acche kaam kiye
hoge, Ayese main duniya main padhi hui
namaz insaan ke liye waha noor/roshni hogi.
• 9- Jaisa sir ka darja jism mai hai waisa namaz ka darja
deen mai hai (yaani saari ibadato main namaz sabse
upar hai)
• 10- Jannat ki kunji (Key) hai…
• 11- ALLAH se Maangne ka zariya hai….. (yaani agar
insaan par koi pareshani musibat aye to sabse pehle
Allah ke saamne namaz ke liye khada ho jaaye aur phir
usse dua kare. Hazrat Muhammad (Sallalah Ho Alaihe
Wa Sallam) par bhi koi musibat-pareshani ati thi
to namaz padhte thhe. Sahaba (radi Allahu anhu) ka bhi
yahi tarika thha. Ek baar koi sahabi safar main thhe,
unka ghoda mar gaya, safar lamba thha, un sahabi ne 2
rakat namaz padhi aur Allah se dua ki ke Allah is ghode
ko zindar kar de aur Allah ne us ghode ko zinda kar
diya. Aur bhi kai wakiya hain jaha Hazrat Muhammad
(sallallahu alyhiwasallam) ne aur sahba (radi Allahu
anhu) ne namaz ke zariye Allah se madad li hai.
• Bhaiyo-bahno ye to kuch faide likhe hain, iske
alawa bhi aur kai faide hain. Namaz padhne se
Allah duniya main bhi kaamyabi deta hai, aur
akherat mai bhi dega.
• Kai baar aisa lagta hai ke humko namaz padhne
ka time nahi hai kyonki hum hamare
school/college/tuetion/ job/business… main busy
rahte hain, lekin ek baat ye dhayan rakhey ki hum
duniya main ye sab kaam karne nahi aaye balki
Allah ki ibadat aur nabi (sallallahu alyhiwasallam)
ke tarike par chalne ke liye duniya main bheje
gaye hain, Isliye baaki kaam bhi kare
lekin namaz ko na chhode.
• Namaz se mat kaho ki mujhe kaam hai balki
kaam se kaho ki mujhe namaz padhna hai.
• To bhaiyo-bahno irada kar lo ki aaj se ek bhi
time ki namaz nahi chhutegi – InshaAllah!!

Mais conteúdo relacionado

Destaque (13)

Namaz hindi 1.5_read
Namaz hindi 1.5_readNamaz hindi 1.5_read
Namaz hindi 1.5_read
 
Islamic prayer namaz
Islamic prayer namazIslamic prayer namaz
Islamic prayer namaz
 
Adhan Presentation
Adhan PresentationAdhan Presentation
Adhan Presentation
 
A Step by Step Namaz Learning Guidness for Man
A Step by Step Namaz Learning Guidness for ManA Step by Step Namaz Learning Guidness for Man
A Step by Step Namaz Learning Guidness for Man
 
Language Learning Skills
Language Learning SkillsLanguage Learning Skills
Language Learning Skills
 
4 language skills
4  language skills4  language skills
4 language skills
 
Salah
SalahSalah
Salah
 
Best Namaz Presentation
Best Namaz PresentationBest Namaz Presentation
Best Namaz Presentation
 
Four skills
Four skillsFour skills
Four skills
 
Four skills
Four skillsFour skills
Four skills
 
Four language skills
Four language skillsFour language skills
Four language skills
 
English language : The Four Skills
English language : The Four SkillsEnglish language : The Four Skills
English language : The Four Skills
 
Ppt english skill
Ppt english skillPpt english skill
Ppt english skill
 

Namaz Ke Faide in Urdu and Hindi

  • 1. Namaz Padhne Ke Faide Benefits of Praying in Islam By UrduHelpline.blogspot.com
  • 2. • 1- Namaz Muhammad (Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam) ki ankho ki thandak hai…. (Hum khud gawr kare ki hum Muhammad (Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam) se mohabaat ka daawa karte hain, to kya is baat par amal karte hain).
  • 3. • 2- Dahine Haath mai amaalnama (result) milega… (Jisko Allah marne ke baad right hand mein result dega wo duniya ke exam main pass ho gaya aur jisko left hand mein diya jaayega wo fail ho gaya). • 3- Rizq ki tangi ko door karti hai…. ( Namazi ko rizq roti,kapda,makaan,sawaari Allah khoob deta hai, aur usme barkat bhi deta hai).
  • 4. • 4- Pulsaraat pe bijli ki tarah paar ho jata hai… (Pusaraat ek pul hai jis par se har insaan ko marne ke baad guzarna hai, ye pul baal se zyada baarik aur talwar ki dhaar se zyada tez hai, gunahgar log is par chal nahi sakege aur kat-kat kar neeche girege, niche dozakh hogi, ayese main namazi us pul se bijli ki tarah guzar jaayega)
  • 5. • 5- Qabar ke azaab se hifaazat karti hai… (Agar duniya mein kisi ne gunah kiye hain to usko qabar main hi azab shuru ho jaata hai lekin agar ayesa insan namazi thha to Namaz uski hifazat kabar main karti hai). • 6- Allah ki raza ka sabab hai…. (Namaz Allah ka hukm hai, isliye jo isko padhta hai, Allah usse raazi aur khush hota hai, Ab sochiye agar Allah raazi ho jaaye to phir kis cheez ki kami hogi).
  • 6. • 7- Shaitan ka muuh Kaala karti hai…. (Shaitan, insaan ka dushman hai aur usko barbaad karne ke liye namaz se rokta hai, uske dil main waswase daalta hai lekin jo insaan Namaz padh leta hai to Shaitan ka muuh kaala ho jata hai. • 8- NAMAZ Momin ka Noor hai…. (Akhirat main jab log ikattha kiye jayege to bahut andhera hoga, lekin logo ko utna noor (light) di jaayegi jitna unhone duniya main acche kaam kiye hoge, Ayese main duniya main padhi hui namaz insaan ke liye waha noor/roshni hogi.
  • 7. • 9- Jaisa sir ka darja jism mai hai waisa namaz ka darja deen mai hai (yaani saari ibadato main namaz sabse upar hai) • 10- Jannat ki kunji (Key) hai… • 11- ALLAH se Maangne ka zariya hai….. (yaani agar insaan par koi pareshani musibat aye to sabse pehle Allah ke saamne namaz ke liye khada ho jaaye aur phir usse dua kare. Hazrat Muhammad (Sallalah Ho Alaihe Wa Sallam) par bhi koi musibat-pareshani ati thi to namaz padhte thhe. Sahaba (radi Allahu anhu) ka bhi yahi tarika thha. Ek baar koi sahabi safar main thhe, unka ghoda mar gaya, safar lamba thha, un sahabi ne 2 rakat namaz padhi aur Allah se dua ki ke Allah is ghode ko zindar kar de aur Allah ne us ghode ko zinda kar diya. Aur bhi kai wakiya hain jaha Hazrat Muhammad (sallallahu alyhiwasallam) ne aur sahba (radi Allahu anhu) ne namaz ke zariye Allah se madad li hai.
  • 8. • Bhaiyo-bahno ye to kuch faide likhe hain, iske alawa bhi aur kai faide hain. Namaz padhne se Allah duniya main bhi kaamyabi deta hai, aur akherat mai bhi dega. • Kai baar aisa lagta hai ke humko namaz padhne ka time nahi hai kyonki hum hamare school/college/tuetion/ job/business… main busy rahte hain, lekin ek baat ye dhayan rakhey ki hum duniya main ye sab kaam karne nahi aaye balki Allah ki ibadat aur nabi (sallallahu alyhiwasallam) ke tarike par chalne ke liye duniya main bheje gaye hain, Isliye baaki kaam bhi kare lekin namaz ko na chhode.
  • 9. • Namaz se mat kaho ki mujhe kaam hai balki kaam se kaho ki mujhe namaz padhna hai. • To bhaiyo-bahno irada kar lo ki aaj se ek bhi time ki namaz nahi chhutegi – InshaAllah!!