SlideShare uma empresa Scribd logo
1 de 12
wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
wahi yani wada nibah k tumhen yad ho k na yad ho
wo naye gile wo shikayaten wo maze maze ki hikayaten
wo har ek bat pe ruthna tumhen yad ho k na yad ho
koi bat aisi agar hui jo tumhare ji ko buri lagi
to bayan se pahle hi bhulna tumhen yad ho k na yad ho
suno zikr hai kai sal ka, koi wada mujh se tha ap ka
wo nibahane ka to zikr kya, tumhen yad ho k na yad ho
kabhi ham main tum main bhi chah thi, kabhi ham se tum se bhi
rah thi
kabhi ham bhi tum bhi the ashna, tumhen yad ho k na yad ho
hue itefaq se gar baham, wo wafa jatane ko dam-ba-dam
gila-e-malamat-e-arqaba, tumhen yad ho k na yad ho
wo jo lutf mujh pe the beshtar, wo karam k hath mere hath par
mujhe sab hain yad zara zara, tumhen yad no k na yad ho
kabhi baithe sab hain jo ru-ba-ru to isharaton hi se guftagu
wo bayan shauq ka barmala tumhen yad ho k na yad ho
wo bigarna wasl ki rat ka, wo na manana kisi bat ka
wo nahin nahin ki har an ada, tumhen yad ho ki na yad ho
jise ap ginte the ashna jise ap kahte the bawafa
main wahi hun "Momin"-e-mubtala tumhen yad ho k na yad ho
koi kehde une ki hum unhe bhul jayenge
fir na laut k unki rahon me aayenge
badi siddat se us bewafa ko chaha tha
dil tod diya aur chhor gayi ansuon ko in nigahon me
kahte hai ki mohbbat sabko naseeb nahi hoti
dekhana bewafa tere bhi khwab mitti me mil jayenge
hamne sikha hai lahro se mohbbat karna
dekhna is dil me kisi aur k liye jagah bana k dikhlayenge
tu is baat ka mat kar ghamand ki mai kaise jiunga
teri tarah is dard ko bhi sine se lagayenge
ban k dulhan tu kisi aur k bahin me hogi
dard ko sine me chhipakar shontho se muskurayenge
nadaan aur nasamajh tu mere pyar se
ek roz tumhe pyar ka matalab zarur sikhlayenge
meri wafa meri mohabbat dekhi hai tumne
tujhe nafrat ki bhi had ek din zarur dikhlayenge
kisi k dard pe muskurana bahut asaan hai
ek din dard ko teri ankho me layenge
meri mohabbat pe hans k gujar jane wale
ek din dekhna mohbbat me ham bhi tujhe aazamayenge
royegi aur tadpegi tu bhi kisi k pyar k liye
ek na ek din tujhe teri hi nazaron me girayenge
har uthati huwe hantho ki duaon me maangegi mujhe
fir na laut k teri zindagi me hum aayege
koi keh de unse ki hum unhe bhul jayenge
Mohabbat Akhirish Hai Kiyaa
Main Shayer Hoon
Toa Aksar Laog Mujh Se Poochtay Hain
Is Haseen Israar Kay Baray main
Batain Toa Bhala Kiya Hai…?
Muhabbat Akhirish Hai Kiyaa…..?”
Wasi Main Hans Kay Kehta Hoon
Kisi Piyasay Ko Apnay Hissay Ka Pani Pilana Bhi..
Muhabbat Hai!
Bahnwar Mai Doobtay Ko Sahil Tak Lai Kay Jana Bhi..
Muhabbat Hai!
Kisi Kay Wastay Nanhi Si Qurbani..
Muhabbat Hai!
Kaheen Hum Raaz Saray Khoal Saktay Hoan Magar Phir Bhi,
Kisi Ki Babasi Ko Daikh Ker Khamosh Hojana Bhi…
Muhabbat Hai!
Ho Dil Mai Dard, Veraani Magar Phir Bhi
Kisi Kay Wastay Jabran Hi Hoantaon Pe Hansi Lanaa
Zabardasti Hi Muskana…
Muhabbat Hai!
Kaheen Barish Mai Sehmay, Bheegtay Billi Kay Bachay Ko
Zara Si Dair Ko Ghar Lai Kay Anaa Bhi
Muhabbat Hai!
Koi Chirya Jo Kamray Mai Bhatakti Aan Nikli Ho
Toa Us Chirya Ko
Pankhaa Band Kar Kay Rastaa Bahir Ka Dikhlana
Muhabbat Hai!
Kisi Kay Zakham Sehlanaa
Kisi Rotayhuay Dil Ko Behlana..
Muhabbat Hai!
Kay Metha Boal, Methi Baat, Methay Lafz, Sab Kiya Hhai?
Muhabbat Hai!
Muhabbat Aik Hi Bas Aik Hi Insaan Ki Khatir
Magan Rehna
Hama Waqt Uski Bataon, Khushboan Mai,
Dolna Kab Hai
Muhabbat Sirf Uski Zulf Kay Bal Kholnaa
Kab hai..
Muhabbat Kay Hazaroan Rang
Laakhoan Istaa’ray Hain
Kisi Bhi Rang Mai Ho Ye
Mujhay Apna Banati Hai
Ye Meray Dil Ko Bhaati Hai!
Kabhi Aye Haqeeqat E Muntazir
‫ک بھی اے ح ق ی قت م ن تظر‬

Kbhi ae haqiqat-e-muntzar, nazr aa libas-e-MaJaz me
K hazaron sJde trap rahe hen meri ik jabin-e-beniaz me
Tarb aashna-e-kharoosh hoo, tu aye nawa mehram-e-goosh hoo
Woh suroor kia k chupa hoa hosukoot-e-perda-e-saaz main
Tu bcha bcha k na rkh ise, tera aina hay who aina
K shikasta ho to aziz He ye nigah-e-aeena saz me
Dam-e-tawaf kermak-e-shama nay kaha k who asar-e-kohan
Na teri hikayaat-e-sooz main na mero hadees-e-gudaaz main
Na kaheen jahan main amaan mili, jo amaan mili to kahan mili
Merey jurm-e-khana kharab ko terey afwa-e-banda nawaz main
Na wo ishq main rahi grmiyan, na wo husn me rahi shokhiyan
Na wo Ghznawi me trap rahi, na wo kham he zulf-e-Ayaz me
Jo me sr basajda hoa kbhi to zamin say ane lagi sada
Tera dil to he sanam aashna, tjhe kia milega namaz me
Agar Ham Dost Hotey
To Karam Ki Inteha Kartey
Tumhen Palkon Pey Rakhtey Ham
Tumhen Dil Men Basatey Ham
Agar Tum Rooth Jaatey To
Tumhen Kitna Manatey Ham
Jo Milney Tum Nahi Aatey
To Aa kar Khud Tumhen Miltey
Tumhari Laghzishon Ko Bhi
Hansi Main Ham Ura Detey
Agar Apni Khata Hoti
To Khud Ko Bhi Saza Detey
Magar Ye Sab Jabhi Hota
Agar Ham Dost Hotey To
Magar Itna Hi Jana Hey
K Tum Ney Aaj Tak Ham Ko
Paraya Keh Kar Jana Hey
Kabhi Hamdam Naa Mana Hey
Agar Ham Dost Hotey To....

Poet: Dr.Zahid Sheikh
By: Dr.Zahid Sheikh, Lahore Pakistan
(Bang-e-Dra-062) Majnu Ne Shehar Chora, Tu Sehra Bhi
Chor De

Majnoon Ne Sheher Chora Tu Sehra Bhi Chor De
Nazare Ki Hawas Ho To Laila Bhi Chor De
Majnun abandoned habitation, you should abandon wilderness also
If there be ambition for Sight, you should abandon Layla also

Waaiz! Kamal-e-Tark Se Milti Hai Yaan Murad
Dunya Jo Chor Di Ha To Uqba Bhi Chor De
O preacher! Perfection of abandonment attains the objective
As you have abandoned the world, abandon the Hereafter also

Taqleed Ki Rawish Se To Behter Hai Khudkushi
Rasta Bhi Dhoond, Khizr Ka Soda Bhi Chor De
Suicide is better than the way of taqlid
Seek your own path, abandon the love of Khizr also

Manind-e-Khama Teri Zuban Par Hai Harf-e-Ghair
Begana Shay Pe Nazish-e-Bay-Ja Bhi Chor De
Like the pen the un‐Islamic message is on your tongue
Abandon unjustified pride in the un‐Islamic objects also
Lutf-e-Kalaam Kya Jo Na Ho Dil Mein Dard-e-Ishq
Bismil Nahin Hai Tu To Tarapna Bhi Chor De
Theology is no pleasure if heart does not have Love’s pathos
If you are not the Wounded, you should abandon fluttering also

Shabnam Ki Tarah Phoolon Pe Ro, Aur Chaman Se Chal
Iss Bagh Mein Qayam Ka Soda Bhi Chor De
Weep like the dew on flowers and leave the garden
Abandon the desire of staying in this garden also

Hai Ashiqi Mein Rasm Alag Sub Se Baithna
Butkhana Bhi, Haram Bhi, Kaleesa Bhi Chor De
The custom of Love is abandonment of all
Abandon temple, mosque, and church also

Sodagari Nahin, Ye Ibadat Khuda Ki Hai
Ae Be-Khabar! Jaza Ki Tamanna Bhi Chor De
This is not business, this is ‘ibadat of God!
O ignorant one, abandon the longing for reward also
Acha Hai Dil Ke Sath Rahe Paasban-e-Aqal
Lekin Kabhi Kabhi Isse Tanha Bhi Chor De
It is good to guard Intuition with Intellect
But sometimes you should let it go alone also

Jeena Woh Kya Jo Ho Nafas-e-Ghair Par Madar
Shohrat Ki Zindagi Ka Bhrosa Bhi Chor De
What life is that which is dependent on others?
Abandon dependence on the life of fame also

Shaukhi Si Hai Sawal-e-Mukarar? Mein Ae Kaleem!
Shart-e-Raza Ye Hai Ke Taqaza Bhi Chor De
Repeated request is a kind of boldness! O Kaleem
The condition for approbation is to abandon urging also

Waaiz Saboot Laye Jo Mai Ke Jawaz Mein
Iqbal Ko Ye Zid Hai Peena Bhi Chor De
http://iqbalurdu.blogspot.com/2011/04/zarb-e-kaleem-011-ilm-o-ishq.html
kal ho na ho aaj tu hai na... aaj ho na ho yeh pal tu hai na...
yeh pal ho na ho hum tu hain na... hum ho na ho hamari dosti tu
hai na.
dil ki galion main koi gham na ho, hamari yeh dosti kabhi kam na ho,
bas yahi dua hai k tum khush raho, kya pata hum KAL HO NA HO.
kadam kadam pe hawayoon se taluq rakhna, dosti k dum pe dosti ka
aasra rakhna, hamari dosti ki khusbo zaroor aaye gi aap bus apne dil
ka darwaza khula rakhna.
hum kabhi apno se khafa ho nahi sakte... dosti k reshtey bewafa ho
nahi sakti... aap hamain bhula do per hum aap ko yaad kiye bina so
nahi sakte.
azar hamari, nazar tumhari... nazar ne dil ki nazar utari... nazar
ne dekha nazar ko aise... kabhi nazar na lage dosti ko hamari.
Khayal ko kisi aahat ki aas rehti hai... Nigah ko kisi soorat ki
pyas rehti hai... tere bin kisi cheez ki kami tu nahi... Magar tere
baghair tabiat udass rehti hai.
Hasna hamara kisi ko gawara nahi... Har musafir zindagi ka sahara nahi...
Milte hain buhat log is tanha zindagi main... Par koi dost
tumse ziada Pyara nahi.
yadon mein kabhee aap bhi khoyae hongae,
khulee ankon se kabhee aap bhi soyae
hongae,
mana hasna hai aadath gum chupanae ki,
par haste-haste kabhee aap bhi royae
hongae!!!
faslae mita kar aapas mein pyar rakhnaa
dosti ka yeh ristha humesha yun hi barkaraar
rakhna
bichad jaye kabhi aap se hum
anakho mein humesha humara intezaar
rakhna!!
jindagi kisi ki amanat nahi hoti,
manant mein kabhi qayamath nahi hoti,
dil bhi sochkar lagana ae dost
ishq ki quaid mein kabhi jannath nahi hoti!!
jab bhi tanhai ne unko sataya hoga,
tab tab unko mera khayal aaya hoga
gum ye nahi hai ki woh bhool gayae humko
gum yeh hai ki ro ro ke bhulaya hoga!!
ulfat ka akher yahi dastur hota hai,
jisae chaho woh hi apnae se dur hota hai,
dil tut kar bhi bikartha hai is kedar,
jaise koyee kaanch ka khilona chur-chur hota
hai!!
dil todna humari adat nahi,
dil hum kisika dukhate nahi
bharosa rakhna humarae dosti pe
dost bankar hum kisiko bhulaathe nahi!!
umar ki raah me insaan badal jathe hai
waqt ki aandhi main tufaan badal jathe hai
soctha hoon tumhe pareshan na karu
lekin baad mein iradhe badal jatha hai!!

Mais conteúdo relacionado

Mais procurados

Yeshu uttara hai yaha'n
Yeshu uttara hai yaha'nYeshu uttara hai yaha'n
Yeshu uttara hai yaha'n
arslanniyamat
 
7. Ойролцоо нэр
7. Ойролцоо нэр7. Ойролцоо нэр
7. Ойролцоо нэр
oyunaadorj
 
бэр гуйх ба хурим хийх ёс
бэр гуйх ба хурим хийх ёсбэр гуйх ба хурим хийх ёс
бэр гуйх ба хурим хийх ёс
doogii247
 
الهوس الثالث وإريبسالين
الهوس الثالث وإريبسالينالهوس الثالث وإريبسالين
الهوس الثالث وإريبسالين
stmary damshiria
 
Durs ylga 12
Durs ylga 12Durs ylga 12
Durs ylga 12
muuduu
 
Tavan hoshuu malin ashig shim
Tavan hoshuu malin ashig shimTavan hoshuu malin ashig shim
Tavan hoshuu malin ashig shim
yumchinsuren
 
урт эгшигтэй үгийг тэмдэглэх
урт эгшигтэй үгийг тэмдэглэхурт эгшигтэй үгийг тэмдэглэх
урт эгшигтэй үгийг тэмдэглэх
Altantuya33
 
8 klas biologija_matjash_2016
8 klas biologija_matjash_20168 klas biologija_matjash_2016
8 klas biologija_matjash_2016
NEW8
 

Mais procurados (20)

Yeshu uttara hai yaha'n
Yeshu uttara hai yaha'nYeshu uttara hai yaha'n
Yeshu uttara hai yaha'n
 
7. Ойролцоо нэр
7. Ойролцоо нэр7. Ойролцоо нэр
7. Ойролцоо нэр
 
MANIKA SANSKRIT CLASS 7 ANSWER.pdf
MANIKA SANSKRIT CLASS 7 ANSWER.pdfMANIKA SANSKRIT CLASS 7 ANSWER.pdf
MANIKA SANSKRIT CLASS 7 ANSWER.pdf
 
Dua e kumail in urdu
Dua e kumail in urduDua e kumail in urdu
Dua e kumail in urdu
 
P4 lesson 11
P4 lesson 11P4 lesson 11
P4 lesson 11
 
ж.л эвэр өгүүллэг
ж.л эвэр өгүүллэг ж.л эвэр өгүүллэг
ж.л эвэр өгүүллэг
 
winisis مهارات استخدام نظام
winisis مهارات استخدام نظامwinisis مهارات استخدام نظام
winisis مهارات استخدام نظام
 
ваи 50 mosol
ваи 50 mosolваи 50 mosol
ваи 50 mosol
 
бэр гуйх ба хурим хийх ёс
бэр гуйх ба хурим хийх ёсбэр гуйх ба хурим хийх ёс
бэр гуйх ба хурим хийх ёс
 
千字文 - Thousand Character Classic
千字文 - Thousand Character Classic千字文 - Thousand Character Classic
千字文 - Thousand Character Classic
 
الهوس الثالث وإريبسالين
الهوس الثالث وإريبسالينالهوس الثالث وإريبسالين
الهوس الثالث وإريبسالين
 
Бүтээлч ажил
Бүтээлч ажил Бүтээлч ажил
Бүтээлч ажил
 
Durs ylga 12
Durs ylga 12Durs ylga 12
Durs ylga 12
 
Tavan hoshuu malin ashig shim
Tavan hoshuu malin ashig shimTavan hoshuu malin ashig shim
Tavan hoshuu malin ashig shim
 
хүүрнэмж эхийн найруулга
хүүрнэмж эхийн найруулгахүүрнэмж эхийн найруулга
хүүрнэмж эхийн найруулга
 
Islami Sawalat o Jawabat Urdu book by Ehsan ullah Qadri
Islami Sawalat o Jawabat Urdu book by Ehsan ullah QadriIslami Sawalat o Jawabat Urdu book by Ehsan ullah Qadri
Islami Sawalat o Jawabat Urdu book by Ehsan ullah Qadri
 
урт эгшигтэй үгийг тэмдэглэх
урт эгшигтэй үгийг тэмдэглэхурт эгшигтэй үгийг тэмдэглэх
урт эгшигтэй үгийг тэмдэглэх
 
Safuu jaalalaa
Safuu jaalalaaSafuu jaalalaa
Safuu jaalalaa
 
8 klas biologija_matjash_2016
8 klas biologija_matjash_20168 klas biologija_matjash_2016
8 klas biologija_matjash_2016
 
Cuaderno Caligrafia Arabe
Cuaderno Caligrafia ArabeCuaderno Caligrafia Arabe
Cuaderno Caligrafia Arabe
 

Destaque

Osnove umetne inteligence 13 14 primer članka
Osnove umetne inteligence 13 14  primer člankaOsnove umetne inteligence 13 14  primer članka
Osnove umetne inteligence 13 14 primer članka
Matej Mejak
 
Joanne alexander sefre
Joanne alexander sefreJoanne alexander sefre
Joanne alexander sefre
supriya meher
 
Prsediaan guru-mengajar-talaqqi-musyafahah
Prsediaan guru-mengajar-talaqqi-musyafahahPrsediaan guru-mengajar-talaqqi-musyafahah
Prsediaan guru-mengajar-talaqqi-musyafahah
950407
 
พลเมืองของประเทศชาติและสังคมโลก
พลเมืองของประเทศชาติและสังคมโลกพลเมืองของประเทศชาติและสังคมโลก
พลเมืองของประเทศชาติและสังคมโลก
May_Wisetsiri
 
Big query
Big queryBig query
Big query
nasm407
 

Destaque (20)

All baba songs
All baba songsAll baba songs
All baba songs
 
Mere Brother Ki Dulhan Songs Lyrics
Mere Brother Ki Dulhan Songs LyricsMere Brother Ki Dulhan Songs Lyrics
Mere Brother Ki Dulhan Songs Lyrics
 
London Ki Pari
London Ki PariLondon Ki Pari
London Ki Pari
 
Lunsjseminar vår 2015 slide share
Lunsjseminar vår 2015  slide shareLunsjseminar vår 2015  slide share
Lunsjseminar vår 2015 slide share
 
Osnove umetne inteligence 13 14 primer članka
Osnove umetne inteligence 13 14  primer člankaOsnove umetne inteligence 13 14  primer članka
Osnove umetne inteligence 13 14 primer članka
 
Mam bagaporo
Mam bagaporoMam bagaporo
Mam bagaporo
 
Joanne alexander sefre
Joanne alexander sefreJoanne alexander sefre
Joanne alexander sefre
 
17 Factors
17 Factors17 Factors
17 Factors
 
Prsediaan guru-mengajar-talaqqi-musyafahah
Prsediaan guru-mengajar-talaqqi-musyafahahPrsediaan guru-mengajar-talaqqi-musyafahah
Prsediaan guru-mengajar-talaqqi-musyafahah
 
Lgpl 2 1
Lgpl 2 1Lgpl 2 1
Lgpl 2 1
 
Media Evaluation
Media EvaluationMedia Evaluation
Media Evaluation
 
Leadership
LeadershipLeadership
Leadership
 
พลเมืองของประเทศชาติและสังคมโลก
พลเมืองของประเทศชาติและสังคมโลกพลเมืองของประเทศชาติและสังคมโลก
พลเมืองของประเทศชาติและสังคมโลก
 
The Ultimate Data-Driven Marketing Survival Guide
The Ultimate Data-Driven Marketing Survival GuideThe Ultimate Data-Driven Marketing Survival Guide
The Ultimate Data-Driven Marketing Survival Guide
 
Articles
Articles Articles
Articles
 
Consilio social tbg
Consilio social tbgConsilio social tbg
Consilio social tbg
 
Educational Technology
Educational TechnologyEducational Technology
Educational Technology
 
Special Education
Special EducationSpecial Education
Special Education
 
Big query
Big queryBig query
Big query
 
Aptech Aviation & Hospitality Academy
Aptech Aviation & Hospitality Academy Aptech Aviation & Hospitality Academy
Aptech Aviation & Hospitality Academy
 

Semelhante a Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho

Valentile special
Valentile specialValentile special
Valentile special
mudepradeep
 
New text document
New text documentNew text document
New text document
Shaik Uddin
 
Bin tere dil ko samjhaoon kaisay
Bin tere dil ko samjhaoon kaisayBin tere dil ko samjhaoon kaisay
Bin tere dil ko samjhaoon kaisay
sana khalid
 

Semelhante a Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho (20)

LOVE SHAYARI
LOVE SHAYARILOVE SHAYARI
LOVE SHAYARI
 
Valentile special
Valentile specialValentile special
Valentile special
 
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?  BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 
New text document
New text documentNew text document
New text document
 
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaatMaqsood Hasni ke taies moqalaat
Maqsood Hasni ke taies moqalaat
 
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay NahainTakht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
Takht, Taj Aur Waqt Kisi Kay Sagay Nahain
 
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain Angraizi  donyaan ki behtarein zoban nahain
Angraizi donyaan ki behtarein zoban nahain
 
Hayat e Goraizaan
Hayat e GoraizaanHayat e Goraizaan
Hayat e Goraizaan
 
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmainmaqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
maqsood hasni ki roman khat main urdu nazmain
 
Mohabbat naama
Mohabbat naamaMohabbat naama
Mohabbat naama
 
Insan
Insan Insan
Insan
 
Zakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu totaZakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu tota
 
Bin tere dil ko samjhaoon kaisay
Bin tere dil ko samjhaoon kaisayBin tere dil ko samjhaoon kaisay
Bin tere dil ko samjhaoon kaisay
 
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena mainUrdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
 
Presentation1
Presentation1Presentation1
Presentation1
 
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
Sant velentain   jodon ka sanrakshak.Sant velentain   jodon ka sanrakshak.
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
 
Shikha
ShikhaShikha
Shikha
 
4 salman khan songs lyrics
4 salman khan songs lyrics4 salman khan songs lyrics
4 salman khan songs lyrics
 
Poems
PoemsPoems
Poems
 
Infra surkh shayars (freelance talents)
Infra surkh shayars (freelance talents)Infra surkh shayars (freelance talents)
Infra surkh shayars (freelance talents)
 

Último

Making and Justifying Mathematical Decisions.pdf
Making and Justifying Mathematical Decisions.pdfMaking and Justifying Mathematical Decisions.pdf
Making and Justifying Mathematical Decisions.pdf
Chris Hunter
 
Russian Escort Service in Delhi 11k Hotel Foreigner Russian Call Girls in Delhi
Russian Escort Service in Delhi 11k Hotel Foreigner Russian Call Girls in DelhiRussian Escort Service in Delhi 11k Hotel Foreigner Russian Call Girls in Delhi
Russian Escort Service in Delhi 11k Hotel Foreigner Russian Call Girls in Delhi
kauryashika82
 
Activity 01 - Artificial Culture (1).pdf
Activity 01 - Artificial Culture (1).pdfActivity 01 - Artificial Culture (1).pdf
Activity 01 - Artificial Culture (1).pdf
ciinovamais
 
Beyond the EU: DORA and NIS 2 Directive's Global Impact
Beyond the EU: DORA and NIS 2 Directive's Global ImpactBeyond the EU: DORA and NIS 2 Directive's Global Impact
Beyond the EU: DORA and NIS 2 Directive's Global Impact
PECB
 

Último (20)

Asian American Pacific Islander Month DDSD 2024.pptx
Asian American Pacific Islander Month DDSD 2024.pptxAsian American Pacific Islander Month DDSD 2024.pptx
Asian American Pacific Islander Month DDSD 2024.pptx
 
Unit-V; Pricing (Pharma Marketing Management).pptx
Unit-V; Pricing (Pharma Marketing Management).pptxUnit-V; Pricing (Pharma Marketing Management).pptx
Unit-V; Pricing (Pharma Marketing Management).pptx
 
Unit-IV- Pharma. Marketing Channels.pptx
Unit-IV- Pharma. Marketing Channels.pptxUnit-IV- Pharma. Marketing Channels.pptx
Unit-IV- Pharma. Marketing Channels.pptx
 
Mixin Classes in Odoo 17 How to Extend Models Using Mixin Classes
Mixin Classes in Odoo 17  How to Extend Models Using Mixin ClassesMixin Classes in Odoo 17  How to Extend Models Using Mixin Classes
Mixin Classes in Odoo 17 How to Extend Models Using Mixin Classes
 
TỔNG ÔN TẬP THI VÀO LỚP 10 MÔN TIẾNG ANH NĂM HỌC 2023 - 2024 CÓ ĐÁP ÁN (NGỮ Â...
TỔNG ÔN TẬP THI VÀO LỚP 10 MÔN TIẾNG ANH NĂM HỌC 2023 - 2024 CÓ ĐÁP ÁN (NGỮ Â...TỔNG ÔN TẬP THI VÀO LỚP 10 MÔN TIẾNG ANH NĂM HỌC 2023 - 2024 CÓ ĐÁP ÁN (NGỮ Â...
TỔNG ÔN TẬP THI VÀO LỚP 10 MÔN TIẾNG ANH NĂM HỌC 2023 - 2024 CÓ ĐÁP ÁN (NGỮ Â...
 
Sociology 101 Demonstration of Learning Exhibit
Sociology 101 Demonstration of Learning ExhibitSociology 101 Demonstration of Learning Exhibit
Sociology 101 Demonstration of Learning Exhibit
 
Making and Justifying Mathematical Decisions.pdf
Making and Justifying Mathematical Decisions.pdfMaking and Justifying Mathematical Decisions.pdf
Making and Justifying Mathematical Decisions.pdf
 
Russian Escort Service in Delhi 11k Hotel Foreigner Russian Call Girls in Delhi
Russian Escort Service in Delhi 11k Hotel Foreigner Russian Call Girls in DelhiRussian Escort Service in Delhi 11k Hotel Foreigner Russian Call Girls in Delhi
Russian Escort Service in Delhi 11k Hotel Foreigner Russian Call Girls in Delhi
 
Web & Social Media Analytics Previous Year Question Paper.pdf
Web & Social Media Analytics Previous Year Question Paper.pdfWeb & Social Media Analytics Previous Year Question Paper.pdf
Web & Social Media Analytics Previous Year Question Paper.pdf
 
Activity 01 - Artificial Culture (1).pdf
Activity 01 - Artificial Culture (1).pdfActivity 01 - Artificial Culture (1).pdf
Activity 01 - Artificial Culture (1).pdf
 
ICT Role in 21st Century Education & its Challenges.pptx
ICT Role in 21st Century Education & its Challenges.pptxICT Role in 21st Century Education & its Challenges.pptx
ICT Role in 21st Century Education & its Challenges.pptx
 
Advanced Views - Calendar View in Odoo 17
Advanced Views - Calendar View in Odoo 17Advanced Views - Calendar View in Odoo 17
Advanced Views - Calendar View in Odoo 17
 
How to Give a Domain for a Field in Odoo 17
How to Give a Domain for a Field in Odoo 17How to Give a Domain for a Field in Odoo 17
How to Give a Domain for a Field in Odoo 17
 
Energy Resources. ( B. Pharmacy, 1st Year, Sem-II) Natural Resources
Energy Resources. ( B. Pharmacy, 1st Year, Sem-II) Natural ResourcesEnergy Resources. ( B. Pharmacy, 1st Year, Sem-II) Natural Resources
Energy Resources. ( B. Pharmacy, 1st Year, Sem-II) Natural Resources
 
Class 11th Physics NEET formula sheet pdf
Class 11th Physics NEET formula sheet pdfClass 11th Physics NEET formula sheet pdf
Class 11th Physics NEET formula sheet pdf
 
Beyond the EU: DORA and NIS 2 Directive's Global Impact
Beyond the EU: DORA and NIS 2 Directive's Global ImpactBeyond the EU: DORA and NIS 2 Directive's Global Impact
Beyond the EU: DORA and NIS 2 Directive's Global Impact
 
Food Chain and Food Web (Ecosystem) EVS, B. Pharmacy 1st Year, Sem-II
Food Chain and Food Web (Ecosystem) EVS, B. Pharmacy 1st Year, Sem-IIFood Chain and Food Web (Ecosystem) EVS, B. Pharmacy 1st Year, Sem-II
Food Chain and Food Web (Ecosystem) EVS, B. Pharmacy 1st Year, Sem-II
 
Nutritional Needs Presentation - HLTH 104
Nutritional Needs Presentation - HLTH 104Nutritional Needs Presentation - HLTH 104
Nutritional Needs Presentation - HLTH 104
 
Basic Civil Engineering first year Notes- Chapter 4 Building.pptx
Basic Civil Engineering first year Notes- Chapter 4 Building.pptxBasic Civil Engineering first year Notes- Chapter 4 Building.pptx
Basic Civil Engineering first year Notes- Chapter 4 Building.pptx
 
ICT role in 21st century education and it's challenges.
ICT role in 21st century education and it's challenges.ICT role in 21st century education and it's challenges.
ICT role in 21st century education and it's challenges.
 

Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho

  • 1. wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho wahi yani wada nibah k tumhen yad ho k na yad ho wo naye gile wo shikayaten wo maze maze ki hikayaten wo har ek bat pe ruthna tumhen yad ho k na yad ho koi bat aisi agar hui jo tumhare ji ko buri lagi to bayan se pahle hi bhulna tumhen yad ho k na yad ho suno zikr hai kai sal ka, koi wada mujh se tha ap ka wo nibahane ka to zikr kya, tumhen yad ho k na yad ho kabhi ham main tum main bhi chah thi, kabhi ham se tum se bhi rah thi kabhi ham bhi tum bhi the ashna, tumhen yad ho k na yad ho hue itefaq se gar baham, wo wafa jatane ko dam-ba-dam gila-e-malamat-e-arqaba, tumhen yad ho k na yad ho wo jo lutf mujh pe the beshtar, wo karam k hath mere hath par mujhe sab hain yad zara zara, tumhen yad no k na yad ho kabhi baithe sab hain jo ru-ba-ru to isharaton hi se guftagu wo bayan shauq ka barmala tumhen yad ho k na yad ho wo bigarna wasl ki rat ka, wo na manana kisi bat ka wo nahin nahin ki har an ada, tumhen yad ho ki na yad ho jise ap ginte the ashna jise ap kahte the bawafa main wahi hun "Momin"-e-mubtala tumhen yad ho k na yad ho
  • 2. koi kehde une ki hum unhe bhul jayenge fir na laut k unki rahon me aayenge badi siddat se us bewafa ko chaha tha dil tod diya aur chhor gayi ansuon ko in nigahon me kahte hai ki mohbbat sabko naseeb nahi hoti dekhana bewafa tere bhi khwab mitti me mil jayenge hamne sikha hai lahro se mohbbat karna dekhna is dil me kisi aur k liye jagah bana k dikhlayenge tu is baat ka mat kar ghamand ki mai kaise jiunga teri tarah is dard ko bhi sine se lagayenge ban k dulhan tu kisi aur k bahin me hogi dard ko sine me chhipakar shontho se muskurayenge nadaan aur nasamajh tu mere pyar se ek roz tumhe pyar ka matalab zarur sikhlayenge meri wafa meri mohabbat dekhi hai tumne tujhe nafrat ki bhi had ek din zarur dikhlayenge kisi k dard pe muskurana bahut asaan hai ek din dard ko teri ankho me layenge meri mohabbat pe hans k gujar jane wale ek din dekhna mohbbat me ham bhi tujhe aazamayenge royegi aur tadpegi tu bhi kisi k pyar k liye ek na ek din tujhe teri hi nazaron me girayenge har uthati huwe hantho ki duaon me maangegi mujhe fir na laut k teri zindagi me hum aayege koi keh de unse ki hum unhe bhul jayenge
  • 3. Mohabbat Akhirish Hai Kiyaa Main Shayer Hoon Toa Aksar Laog Mujh Se Poochtay Hain Is Haseen Israar Kay Baray main Batain Toa Bhala Kiya Hai…? Muhabbat Akhirish Hai Kiyaa…..?” Wasi Main Hans Kay Kehta Hoon Kisi Piyasay Ko Apnay Hissay Ka Pani Pilana Bhi.. Muhabbat Hai! Bahnwar Mai Doobtay Ko Sahil Tak Lai Kay Jana Bhi.. Muhabbat Hai! Kisi Kay Wastay Nanhi Si Qurbani.. Muhabbat Hai! Kaheen Hum Raaz Saray Khoal Saktay Hoan Magar Phir Bhi, Kisi Ki Babasi Ko Daikh Ker Khamosh Hojana Bhi… Muhabbat Hai! Ho Dil Mai Dard, Veraani Magar Phir Bhi Kisi Kay Wastay Jabran Hi Hoantaon Pe Hansi Lanaa Zabardasti Hi Muskana… Muhabbat Hai! Kaheen Barish Mai Sehmay, Bheegtay Billi Kay Bachay Ko Zara Si Dair Ko Ghar Lai Kay Anaa Bhi Muhabbat Hai! Koi Chirya Jo Kamray Mai Bhatakti Aan Nikli Ho Toa Us Chirya Ko Pankhaa Band Kar Kay Rastaa Bahir Ka Dikhlana Muhabbat Hai! Kisi Kay Zakham Sehlanaa Kisi Rotayhuay Dil Ko Behlana.. Muhabbat Hai! Kay Metha Boal, Methi Baat, Methay Lafz, Sab Kiya Hhai? Muhabbat Hai! Muhabbat Aik Hi Bas Aik Hi Insaan Ki Khatir Magan Rehna Hama Waqt Uski Bataon, Khushboan Mai, Dolna Kab Hai Muhabbat Sirf Uski Zulf Kay Bal Kholnaa Kab hai.. Muhabbat Kay Hazaroan Rang Laakhoan Istaa’ray Hain Kisi Bhi Rang Mai Ho Ye Mujhay Apna Banati Hai Ye Meray Dil Ko Bhaati Hai!
  • 4. Kabhi Aye Haqeeqat E Muntazir ‫ک بھی اے ح ق ی قت م ن تظر‬ Kbhi ae haqiqat-e-muntzar, nazr aa libas-e-MaJaz me K hazaron sJde trap rahe hen meri ik jabin-e-beniaz me Tarb aashna-e-kharoosh hoo, tu aye nawa mehram-e-goosh hoo Woh suroor kia k chupa hoa hosukoot-e-perda-e-saaz main Tu bcha bcha k na rkh ise, tera aina hay who aina K shikasta ho to aziz He ye nigah-e-aeena saz me Dam-e-tawaf kermak-e-shama nay kaha k who asar-e-kohan Na teri hikayaat-e-sooz main na mero hadees-e-gudaaz main Na kaheen jahan main amaan mili, jo amaan mili to kahan mili Merey jurm-e-khana kharab ko terey afwa-e-banda nawaz main Na wo ishq main rahi grmiyan, na wo husn me rahi shokhiyan Na wo Ghznawi me trap rahi, na wo kham he zulf-e-Ayaz me Jo me sr basajda hoa kbhi to zamin say ane lagi sada Tera dil to he sanam aashna, tjhe kia milega namaz me
  • 5. Agar Ham Dost Hotey To Karam Ki Inteha Kartey Tumhen Palkon Pey Rakhtey Ham Tumhen Dil Men Basatey Ham Agar Tum Rooth Jaatey To Tumhen Kitna Manatey Ham Jo Milney Tum Nahi Aatey To Aa kar Khud Tumhen Miltey Tumhari Laghzishon Ko Bhi Hansi Main Ham Ura Detey Agar Apni Khata Hoti To Khud Ko Bhi Saza Detey Magar Ye Sab Jabhi Hota Agar Ham Dost Hotey To Magar Itna Hi Jana Hey K Tum Ney Aaj Tak Ham Ko Paraya Keh Kar Jana Hey Kabhi Hamdam Naa Mana Hey Agar Ham Dost Hotey To.... Poet: Dr.Zahid Sheikh By: Dr.Zahid Sheikh, Lahore Pakistan
  • 6.
  • 7. (Bang-e-Dra-062) Majnu Ne Shehar Chora, Tu Sehra Bhi Chor De Majnoon Ne Sheher Chora Tu Sehra Bhi Chor De Nazare Ki Hawas Ho To Laila Bhi Chor De Majnun abandoned habitation, you should abandon wilderness also If there be ambition for Sight, you should abandon Layla also Waaiz! Kamal-e-Tark Se Milti Hai Yaan Murad Dunya Jo Chor Di Ha To Uqba Bhi Chor De O preacher! Perfection of abandonment attains the objective As you have abandoned the world, abandon the Hereafter also Taqleed Ki Rawish Se To Behter Hai Khudkushi Rasta Bhi Dhoond, Khizr Ka Soda Bhi Chor De Suicide is better than the way of taqlid Seek your own path, abandon the love of Khizr also Manind-e-Khama Teri Zuban Par Hai Harf-e-Ghair Begana Shay Pe Nazish-e-Bay-Ja Bhi Chor De Like the pen the un‐Islamic message is on your tongue Abandon unjustified pride in the un‐Islamic objects also
  • 8. Lutf-e-Kalaam Kya Jo Na Ho Dil Mein Dard-e-Ishq Bismil Nahin Hai Tu To Tarapna Bhi Chor De Theology is no pleasure if heart does not have Love’s pathos If you are not the Wounded, you should abandon fluttering also Shabnam Ki Tarah Phoolon Pe Ro, Aur Chaman Se Chal Iss Bagh Mein Qayam Ka Soda Bhi Chor De Weep like the dew on flowers and leave the garden Abandon the desire of staying in this garden also Hai Ashiqi Mein Rasm Alag Sub Se Baithna Butkhana Bhi, Haram Bhi, Kaleesa Bhi Chor De The custom of Love is abandonment of all Abandon temple, mosque, and church also Sodagari Nahin, Ye Ibadat Khuda Ki Hai Ae Be-Khabar! Jaza Ki Tamanna Bhi Chor De This is not business, this is ‘ibadat of God! O ignorant one, abandon the longing for reward also
  • 9. Acha Hai Dil Ke Sath Rahe Paasban-e-Aqal Lekin Kabhi Kabhi Isse Tanha Bhi Chor De It is good to guard Intuition with Intellect But sometimes you should let it go alone also Jeena Woh Kya Jo Ho Nafas-e-Ghair Par Madar Shohrat Ki Zindagi Ka Bhrosa Bhi Chor De What life is that which is dependent on others? Abandon dependence on the life of fame also Shaukhi Si Hai Sawal-e-Mukarar? Mein Ae Kaleem! Shart-e-Raza Ye Hai Ke Taqaza Bhi Chor De Repeated request is a kind of boldness! O Kaleem The condition for approbation is to abandon urging also Waaiz Saboot Laye Jo Mai Ke Jawaz Mein Iqbal Ko Ye Zid Hai Peena Bhi Chor De http://iqbalurdu.blogspot.com/2011/04/zarb-e-kaleem-011-ilm-o-ishq.html
  • 10. kal ho na ho aaj tu hai na... aaj ho na ho yeh pal tu hai na... yeh pal ho na ho hum tu hain na... hum ho na ho hamari dosti tu hai na. dil ki galion main koi gham na ho, hamari yeh dosti kabhi kam na ho, bas yahi dua hai k tum khush raho, kya pata hum KAL HO NA HO. kadam kadam pe hawayoon se taluq rakhna, dosti k dum pe dosti ka aasra rakhna, hamari dosti ki khusbo zaroor aaye gi aap bus apne dil ka darwaza khula rakhna. hum kabhi apno se khafa ho nahi sakte... dosti k reshtey bewafa ho nahi sakti... aap hamain bhula do per hum aap ko yaad kiye bina so nahi sakte. azar hamari, nazar tumhari... nazar ne dil ki nazar utari... nazar ne dekha nazar ko aise... kabhi nazar na lage dosti ko hamari. Khayal ko kisi aahat ki aas rehti hai... Nigah ko kisi soorat ki pyas rehti hai... tere bin kisi cheez ki kami tu nahi... Magar tere baghair tabiat udass rehti hai. Hasna hamara kisi ko gawara nahi... Har musafir zindagi ka sahara nahi... Milte hain buhat log is tanha zindagi main... Par koi dost tumse ziada Pyara nahi.
  • 11. yadon mein kabhee aap bhi khoyae hongae, khulee ankon se kabhee aap bhi soyae hongae, mana hasna hai aadath gum chupanae ki, par haste-haste kabhee aap bhi royae hongae!!! faslae mita kar aapas mein pyar rakhnaa dosti ka yeh ristha humesha yun hi barkaraar rakhna bichad jaye kabhi aap se hum anakho mein humesha humara intezaar rakhna!! jindagi kisi ki amanat nahi hoti, manant mein kabhi qayamath nahi hoti, dil bhi sochkar lagana ae dost ishq ki quaid mein kabhi jannath nahi hoti!! jab bhi tanhai ne unko sataya hoga, tab tab unko mera khayal aaya hoga gum ye nahi hai ki woh bhool gayae humko gum yeh hai ki ro ro ke bhulaya hoga!! ulfat ka akher yahi dastur hota hai, jisae chaho woh hi apnae se dur hota hai, dil tut kar bhi bikartha hai is kedar, jaise koyee kaanch ka khilona chur-chur hota hai!!
  • 12. dil todna humari adat nahi, dil hum kisika dukhate nahi bharosa rakhna humarae dosti pe dost bankar hum kisiko bhulaathe nahi!! umar ki raah me insaan badal jathe hai waqt ki aandhi main tufaan badal jathe hai soctha hoon tumhe pareshan na karu lekin baad mein iradhe badal jatha hai!!