SlideShare a Scribd company logo
1 of 26
Download to read offline
Hayaat e Goraizaan
Maqsood Hasni
Abuzar barqi Kutabkhana
2016
Hum'jinsi Insaniat ki khoof'nak Dushman
Our Eak Jinsi Khalona
Hum'jinsi Insaniat ki khoof'nak Dushman
Aankh say sonnay,
kan say bolnay
aur monh say daikhnay ki koshesh ya khaesh yaqinun
fitrat kay sath gustakhi ho gi.
Gurday dharak nahain saktay,
dil say pishaab karnay kay azo ka kaam laina hamaqat
aur na'dani say ziyada kuch nahain.
Yah na'siraf fitrat kay khalaf zulm, ziyadti aur sazish ho
gi balkah in aza ko bhi mout kay ghaat otarna ho ga. Baz
log fitrat kay dushmun afaal ko siraf aur siraf chand
lamhoon ki lazat aur lutaf ko rawa rakhtay hain. Is lutaf
lazzat ya illati majbori ki pusht par un'haad noqsanaat ki
ghatri mojood hoti hai. Waqt gozar janay kay baad her
qisam ka dawa daru bai'asar bai'maeni aur la'yaeni
teharta hai.
Aaj kay taraqi pasand aur mafadi ehad main bohat kuch
ghalt ho raha hai aur shakas apna hi noqsan kiay ja raha
hai to is say barh kar koee hairat ki baat nahain ho sakti.
Aaj chahar soo jamhoriat ka charcha aur bool bala
daikhnay sonnay main aa raha hai aur jamhoriat ko her
dukh dard aur aazadi ka madawa samjh liya giya hai
jabkah is say bhar'kar koee na'maqool aur gher fitri
cheez nahain. Eak misal say apnay moaqaf ki wazahat
karna chahoon ga:
Mudat hoee hai yaar ko mehmaan kiay howay
Josh-e-qadah say bazm charaghaan kiay howay
Yah shaiar Ustad Ghalib ka hai. Agar sari donyaan issay
Mir Sahib ka shaiar keh day to bhi yah shaiar Mir Sahib
ka nahain ho sakta. Jamhoriat ka kamal hai kah wo issay
Mir Sahib say mansoob kar sakti hai. Jamhoriat das
main say 6 kay kahay ko darust qarar daiti. Is main baat
ko nahain, ginti ko darust mana aur samjha jata hai.
Jamhoriat yah nahain daikhti kah ghalt ko darust qarar
dainay ka parinaam kiya ho ga aur anjaam ka bhogtaan
kaisay ho sakay ga.
Kisi ghalt ka chop kar hona bhi ghalt hai laikin os kaam
ka barsar-e-aam aur qanoni ya samaji ya aazad honay ki
haisiat say honay ki noeat qatee mukhtalif hai. Os ghalt
kay hawala say ghalt'kar hi motasar nahain hotay
balkah oon ki ghalt'kari society ko bhi lay dobti hai.
Hum'jinsi ko koee bhi haisiat dainay walay shaed nahain
jantay kah is ka shakas aur society par kiya asar ho ga
aur yah choot ki haisiat ikhtayar kar gaee to pori insani
baradri ka kiya ho ga. Chand mobtala ashkas ki shakasi
aazadi ko lay kar ya ossay vote power samjh kar pori
society ka baira gharaq nahain hona chahiay.
Is ghalt'kari kay noqsanaat kay zimun main chand
morozaat paish karta hoon:
Eak shakhasi discharage say eak karoor aur sola lakh
kay qareeb saparm ka akhraj hota hai. Her saparm main
insan bannay ki salahiat mojood hoti hai. Goya mobtala
eak karoor sola lakh insanoon ki shakti jo os main
mojood hoti hai say la'yaeni mehroom ho giya.Ourat
par dischrage honay say eak ya eak say ziyada insan
janum laitay aur kaenaat kay hosn main azafay ka sabab
bantay hain. Fitri amal say kuch to output samnay aata
hai jabkah hum'jinsi say jinsi khail koee output samnay
nahain lata. Ourat say malaap fitri amal hai jabkah
humjins say malaap gher fitri. Gher fitri amal mosbat
nataej say hum'kinar nahain karta. Is kay manfi nataej
baramad hotay hain. Jo shakhasi aur samaji hawala say
khoof'naak sabat ho saktay hain.
Hum'jinsi say fael kay saparm kamzoor partay hain phir
eak waqt aisa bhi aata hai kah wo mar jatay hain. Fael
kay aala-e-tanasol main jhakao aur taiar'pun aa jata hai.
Fael kay aala-e-tanasal ki bala-o-zarein varidain
kamzoor par jati hain. Pinas ki jild phat jati hai jis kay
zariay kaee bimarioon kay jaraseem dakhal ho saktay
hain. Sozak aisi na'morad bimari lahaq ho sakti hai.
Zarorat parnay par sinaf-e-mokhlif say malaap ki surat
main pachidigiaan rah pa jati hain.
Mada manviya bai'tara ki kharabioon ka shakar ho jata
hai.
Fariqain aala-e-tanasol ko chosnay ka kaam bhi kartay
hain. Yah surat sehhat kay liay intahaee khatar'nak hoti
hai.
Jaryan aur surat-e-anzal ka lahaq hona yaqini ho jata
hai. Surat-e-anzal kay liay adviyaat istamal main laee
jati hai. In adviyaat say:
1-Qovat-e-bardasht khatam ho jati hai.
2- Janoni halat ho jati hai.
3- Gorday matasar hotay hain.
4- Dil ki bimariyaan janum lay laiti hain.
5- Fariqain apni hi nazroon say gir jatay hain aur os kay
baad baihisi ki surat paida ho jati hai.
6-Yaad'dasht ko noqsan ponchta hai.
7- Nafasyati bimariyaan rah pati hain.
8-Chirchara'pun paida ho jata hai.
9- Anis ghalazat ki jaga hai. Aala-e-tanasol ghalazat say
aaluda hota hai. Fozlay say is nazok ozo ka touch hona,
khir ki khabar nahain la sakta.
Fitri amal ki surat main utaras zarorat kay motabaq
saparm lay laiti hai baqi nikal bahar karti hai. Hamal na
teharnay ki surat main bhi saparm andam-nihani main
rok nahain patay. Androni nazam onhain andar roknay
nahain daita. Is kay bar'akas pith main saparm dakhal
ho jaein to bahar nahain nikal patay kayoon'kah Qudrat
nay is ka koee intazam hi nahain kiya. Her saparm main
insan bannay ki salahiat mojood hoti hai. Jab wo andar
hi mar jatay hain to oon ki haisiat mordar ki si hoti hai.
Morda jism main kiray paida ho jatay hain aur yah kiray
apna thikana bana laitay hain.
In ki khorak saparm (admi) banti hai. Is hawala say
onhain adam'khoor kehna ziyada monasab ho ga. Agar
onhain khorak mayassar nahain aati to wo mobtala ko
hi khana shoro kar daitay hain jis kay sabab ossay sakht
parishni la'haq hoti hai. Yah parishni os main wehshat
paida kar daiti hai. Phir woh shakar kay liay nikal parta
hai. Woh her surat aur her qimat par shakar hasal karta
hai. Baz jo adi nahain hotay lalach main aa kar nishana
ban jatay hain. Is tara woh bhi moashray kay liay gher
mofeed ho jatay hain.
Fael hi nahain mafool bhi bachoon ko nishana banata
hai. Oon ki nafasyati aur illati majbori kay hawala say
takhreeb'kari ko moqa mil jata hai. Oon ka zaihan
takhreeb ka ghonsla ban jata hai. Mafool ki
izzat-e-nafas is adat kay baes bai'mout mar jati hai.
Shakar honay waloon main khoof aur intaqami jazba
parwan charta hai jo aagay chal kar na'siraf onhain
balkah samaj aur moashray ka satyanas mar kar rakh
daita hai. Yah illat-e-baad aati nasal ko bhi montaqil ho
jati hai. Donyan ka koee mazhab ya akhlaqi nazam is
fael-e-baad ko ijazat nahain daita ta'hum jamhoriat is ki
toseeq karnay par zaroor qodrat rakhti hai aur hum'jins
shadioon ko ijazat day sakti hai.
Agar mard, mard kay sath masroof raha to ouratoon ka
(jin ki din ba'din tadaad barh rahi hai) kiya ho ga?!
Moalja:
Bakray ki bareek nali, jis main taza goda mojood ho
panch sat baar anis main rakhi ja'ay. Her bar naee nali li
ja'ay. Kuch waqt rakhnay kay baad jab yah nali nikalain
gay to kiroon say por ho gi.
His Eminency Hazrat Sufi Sheik Shah Dr. Mohammad
Nur ul Alam Sahib nay Amriki Sadar aur os ki intazamiya
ko motnabay kiya hai:
" Homosexuality should not be encouraged at all. It is
against God the Almighty's order in the holy bible, the
glorious holy Quran, the holy Torah, and other holy
religious books of Hinduism and Buddhism. So that
Obama should carefully handle the matter of the
natural power of Almighty and constitutional power of
himself. If you try to match each other in the name of
freedom and democracy, you have to pay for that. Like
Nimrod, the powerful king of the planet after the
biblical flood at the time of Prophey Noah (AS) and Lout
(AS)."
Ulma karam aur Rohaniat say motalaq logoon ko bhi is
janib tovajo daini chahiay. Is tara insaniat ko is
fael-e-baad kay manfi asraat say mafooz rakha ja sakta
hai.
http://www.forumpakistan.com/humjinsi-insaniat-ki-khoofnak-dushman-t28427.html#ixzz44
v82AoSX
Our Eak Jinsi Khalona
Hum jo daikh rahay hotay hain, zarori nahain apni
haqiqat main ossi tara say ho jis tara say hum daikh son
ya mehsus kar rahay hotay hain. Shakhas aur os kay baz
kamoon ko samjhna itna aasan nahain hota. Shakhas to
kaenaat ka eak makhfi raaz hai jissay daryaft karna abhi
baqi hai. Hamara raad'amal daikhay, sonay ya mehsus
kiay kay motabaq hota hai. kisi baat ya moamlay ki asal
tak rasaee kay bagher raad'amal boray ya bar'aks nataej
ka hamil ho sakta hai. kisi shakhas kay kahay ya kiay ki
asal tak rasaee ka eak zariya body language ka janna bhi
kar'aamad hatyar hai.
Cehra insan kay batan ka aaena hota hai. Yah insan kay
andar ka haal ahwal chopnay nahain daita. Dukh kay
moqa par shadeed dukh ka izhaar batni bhi hai ya meaz
dikhawa hai, chehra parnay kay baad kuch poshida
nahain rehta. Qehqahay moskarahatain aur khushi asli
hai ya naqli, insan ka cehra wazay kar daita hai.
Inter-net par Jahan tamam aloom-o-fanoon kay
motalaq chizain wafar mil jati hain wahan date sites bhi
bai'shamar mojood hain. Mujhy in date sites ko qareeb
say daikhnay ka itafaq howa hai. Yah sites Rosi khatein
say motalaq hain. Mein nay bohat sari khatein kay
cehroon aur oon kay messages ka bari bareek'bini say
motala kiya hai. Mein apna motala yahan bari
eman'dari aur pori zima'dari say paish kar raha hoon:
Ourat khof'nak haad tak tanhaee ka shakar hai.
Bai'chargi baibasi aur baikasi aazadi kay naam par os
kay hawalay kar di gaee hai.
Dar, khoof, haras, khadsha, bai'yaqini, mausi, andaisha
aur la'yaeniat ki qaid main moqayad ho kar reh gaee
hai.
Adam'tahafaz ka bori tara shakar ho gaee hai.
Ossay apna aata kal kho giya mehsus hota hai.
Woh andhairoon ki qaid main hai.
Os kay aagay pichay kuch bhi nahain.
Jis kay natija main os ki jinib say teen tara kay rovaeay
samnay aa'ay hain:
1- Os nay apni zaat say intaqam laina shoru kar diya hai.
Khud aziyati say ossay sakoon milta hai.
2- Nashay main kho kar tamam talkhioon ko bhool
janay ki na'kaam saee main masroof hai.
3- Kaee rang roop ikhtayaar karkay apnay
tashna-e-takmeel khaboon ki tabeer hasil karnay ki
koshesh main masroof hai.
Rosi khatein kay hawala say mairi samjh main tein
batain aee hain:
a- Afghanisstan ki jang main marnay walay mardoon
kay manfi asraat abhi khatam nahain howay.
b- Mard zehni aur jismani toor par kamzoor par ga'ay
hain.
c- Ouratoon ki shara-e-padaesh main azafa howwa.
Kuch logoon ka kehna hai kah yah ouratain adi ho gaee
hain. na'ay mardoon say jinsi malaap ka chaska nashay
ki si surat ikhtayar kar giya hai aur ab in ka koee alaj
momkin hi nahain. Yah issi tara hi rahain gi. Chon'kah
yah na'qabal-e-itamad hain aur yah eak mard par iktafa
na kar sakain gi lihaza inhain jiwan sathi banana
hamaqat say ziyada nahain.
Yahaan maira eak sawal hai kah yah ouratain mard kay
bagher jinsi taskein hasil kar laiti hain?!
Yaqenan nahain,
Aisay main in ouratoon say jinsi milaap karnay walay
mardoon ko kiya kahna chahiay?!
Kiya woh bhi adi ho gay hain?
Goya tali eak hath say nahain donoon hatoon say baj
rahi hai. Is hawala say mein ba'toor mard, mardoon ki
kisi qisam ki waqalat kay liay raza'mand nahain hoon.
Maira is baat par israar hai kah mard ki khud'kharzi kay
hawala say ourat tanha ho gae hai. Aaj donyaan ka her
mard Dalar kamanay ki fikr main hai. Is kaam kay
hawala say woh sab samaji-o-akhlaqi taqazay bhool
giya hai. Ourat os kay liay shay say ziyada nahain rahi.
Aisi shay jo istamal kay baad os kay liay na'kara ho jati
hai.
Ourat shay nahain, shakas hai. Shakas aur shay main
zamein aur aasman ka faraq hai. Ourat ko tahafaz aur
khush'kon mostaqbal ki zarorat hai. Ossay eak mostaqil
sathi chahiay ta'kah:
Ossay mostaqil toor par jinsi taskein ki saholat
mayassar aa sakay.
Os ki moashi zaroratain pori hoon.
Os kay bachoon ka koee baap bhi ho aur bachoon kay
mostaqbal kay liay fikar'mand ho.
Koee aisa to ho jo os ka apna ho aur jis say woh apna
dukh sukh bant sakay.
Koee aisa bhi ho jis say woh tovaqaat wabasta kar
sakay.
Koee aisa bhi ho jis say woh piyar karay. Ghagra karay.
Os kay naz nakhray othanay wala os ka apna ho jis say
apnay reshtay ka ta'araf kara sakay.
Bai'chint ho kar oulaad ki parwaresh kar sakay.
Yah bhi sonnay main aata hai kah yah to ourat ki aazadi
hai.
Ha'aein!
yah kasi aazadi hai jis nay shakas (ourat) ko sex toy, aish
aur aaraesh-o-namaesh ka zariya bana kar rakh diya hai.
Bhok bhi bohat bari bala hai. Bhok shakas ko jaez
na'jaez akhlaq gher'akhlaq asool aur gher'asool say
kosoon door lay jati hai. Bhok kisi ki dost nahain. Is ka
hal roti aur siraf roti hi hai. Ghalibun bhok bhi ourat ko
is janib lay aae hai. Jis kay natija main woh darust aur
na'darust ko bholnay par majboor ho gae hai.
Jinsi lutaf'andozi kay liay to her mard midan main aa
jata hai laikin jiwan sathi bananay kay liay koee taiyar
nahain. Wahan wazay'dari aaray aa jati hai. Inter-net
par jism faroshi kay aday khol gay hain. Ourat ko
kamaee ka zariya bana liya giya hai. Is karobar kay malik
sharif izzat'dar aur mohtaram fard hain. Hamaray haan
in kay liay lafz "dalla" oon kay kaam ko "dalla'giri" aur
hasil honay wali kamaee ko "dalali" ka naam diya jata
tha. Yah sosaeti kay ghaleez tarein aur ghatya qisam kay
log samjhay jatay thay.
Daikhna yah hai kah:
yah ouratain aazad ho gaee hain ya ayash ho gaee hain
ya jism faroshi ki adi?
Yah sab kuch issi tara say chaltay rehna chahiay?
Kiya ourat ko baibas, majboor aur tanha choor daina
chahiay?
Kiya ourat ka issi tara sex toy banay rehna thek hai?
Sawal yah bhi othta hai:
Is qisam ki ouratoon ki kokh say janam lainay wali
oulaad jo baap kay bagher parwan charay gi, aatay kal
ko os ki shaksiat adhori na reh ja'ay gi?
Aakhir en sawalaat par koe ghoor karnay ko kayoon
taiyar nahain. Bai'waqar, ehtaram say mehroom kamae
ka zariya, eak shay, aur sex toy say khir ki towaqo
hamaqat nahain????????
14 soo saal pehlay Islam nay 4 shadioon ki ijazat di. Is
ijazat ka koee to maqsad aur jawaz ho ga. Allah ko ilm
tha kah mard ourat ka ginti main tawazan bigar ja'ay ga.
Is tara ouratoon ka ghar bas sakay ga aur onhain samaji
moqam hasal ho sakay ga. Eak bazari aur chalti ourat ka
moashray main bhala kiya moqam hai. Yah bji kah
onhain tahafaz mayassar aa ssakay ga?
Adyaan, khasusan Islam nay ourat ko izzat ehtaram aur
tahafaz diya hai. Olma-e-adyaan ko eak say ziyada
shadioon kay moamla main khul kar aur ossi tara say
baat karni chahiay jis tara say baat karnay ka haq hai. Is
tara fahashi kay darwazay band ho sakain gay.
Fahashi kharabioon aur boraeoon ki jar hai. Is kay sabab
zindagi ka tawazan bigar raha hai. Ourat,
orat kay liay dil bara karay ta'kah ourat ko sex toy
honay say bachaya ja sakay aur woh por'itmad
mata/maan sabat ho sakay. Yahhi nahain ourat ki
shakhsi anna ko tahafaz faraham kiya ja sakay.
________________
Fri May 29, 2009 6:55 am
Rana Naeem
Thanks, good post
urfi67
this is the hall mark of western culture which has made
women just a commodity for the use of males,,,indians
are also following it blindly and are projecting women
in the most abnoxious manner
I K QAZI
Moderator
Location: Germany
Dr.Maqsood Sahib! Aap ki Iss cheez se Mujhe Ikhtilaaf
he K Aap Shaksiat parasti k Mojab ho rahen hain.Hume
Islam Ki Taleemat ko Quran O Sunat ki taleemat thak hi
Mehdood rakhni chahiye aur ye Rohani Paishawahoh
waghaira k Chakroh se Bachna chahiye.Humara Quaid
Iss Silsille me Sirf Rasool Kareem MOHAMMAD (SAW) ki
Zaat e Girami he na k Alama Shah Soofi,Dr. Mohammad
Noor Alam ya kohi aur Waghaira.Hum khud ko inni
Deen K Khilaaf Rawishoh se khud aur Qaom Ko
Taqseem Dar Taqseem kar Raheh hain.Aur iss k saath
saath Firqa,Giroh parasti aur Shaksiat parasti ko Hawa
deh raheh hain.Hume chahiye k Ba hesiat e Qaom Iss
Mulk me Islami Nizaam ka (Islam k asli tasawar k
Mutabiq yani Iss ki Rooh k mutabiq) nifaaz ka
ehtemaam kareh.Me iss ko kissi bhi Giroh,Party,Shakhs
ya Talibaan jaise loagoh ki bajay "Imarat"(State) k zariye
Awaam ki Aksariat ke Israar par iss k nifaaz ko drust
samajhta hooh.Baray Karam Hume Kissi aur k parcham
ki bajay QURAN O SUNNAH k Gird jamah hona chahiye.
_________________
Dr Maqsood Hasni
aap nay tovajo farmae, es meharbani k liay
mamoon hoon.
I K QAZI
You are most welcome.Me Aap k Ache Akhlaq se
bohat hi Mutasir hooh.Ho sakta he k humare
khayalaat me ikhtilaf ho lehkin aap ki Kawishoh
ko me zaroor parrh ka saraahta hooh.
_________________
Dr Maqsood Hasni
Allah Sahib aur Aaqa karim k siwa kuch bhi
aakhri nahain.
mamoli motay moshahiday aur tajarbay ka
shakas hoon. khaha ghalt ho sata hai ya os main
kahein azafay ki gonjaesh ho sakti hai.
ahbaab hi behtar ra'ay day saktay hain ya baat
ko aagay barha saktay hain.
tehreer kaghaz par aa gae hai ab yah ahbaab ki
hai mein to kuch kehnay ki positin main hi
nahain hoon.
likin ekhtalaaf dushmani to nahain.
yah to aap ki mohabat aur karam'farmae hai jo
aap nay apni ra'ay ka izhar kiya.
Allah Sahib aap ko kush rakhy.
I K QAZI
Dr.Maqsood Aap Samet.Me khud bhi Ahl e Zuban
nahih hooh,Hah Iss Urdu Zaban se Muhabbat
bohat he aur ye Mere liye Izhaar aur Raabthe ki
behter zaban he.English ki aik misaal he k:"By
Reading we enrich our minds & By conversation
we polish it".Tho mere liye Mukalme ka hona aik
sehatmand Roajhaan he.Chunke Aap aam
Rawish se Hatt karr Thorra Gehrahi me Jhankhte
Hain tho Issi Liye Me Aap Ke Posts par na sirf
Tawajo mabzool rakhta hooh balke Hat Al Wasa
Izhaar bhi Kartha Hooh.Insha ALLAH Ye Bahimi
Khuloos,Mukaalme aur Bahimi Ehteram Ka
Silsila Jari rahe ga.
Dr Maqsood Hasni
yaqinan yah rabt hum donoon ko kush aa'ay ga.
apna khayaal rakheay ga.
http://www.forumpakistan.com/eak-jinsi-khalona-t28122.html#ixzz44v6F1lwW
Hayat e Goraizaan

More Related Content

What's hot

Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
touqeerabbas
 
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana haiMasoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
mnqureshi226
 

What's hot (20)

BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?  BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
BIMARI ZAHMAT YA RAHMAT?
 
Zakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu totaZakr naek eak haq’dushmun ratu tota
Zakr naek eak haq’dushmun ratu tota
 
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
Aseeb,Saya,Jinaat Or Bandish,Aasebi Bandish.
 
Insan aur zobanain
Insan aur zobanainInsan aur zobanain
Insan aur zobanain
 
Suraj ko rook lo
Suraj ko rook loSuraj ko rook lo
Suraj ko rook lo
 
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana haiMasoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
Masoom si mohabbat ka bus itna sa fasana hai
 
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena mainUrdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
Urdu tarikhi, adbi aur lisani aaena main
 
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہےقومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
قومی ترقی اپنی زبان میں ہی ممکن ہے
 
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad hoWo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
Wo jo ham main tum main qarar tha tumhen yad ho k na yad ho
 
Lafz Hind ki kahani
Lafz Hind ki kahaniLafz Hind ki kahani
Lafz Hind ki kahani
 
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTAMAREEZ  KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
MAREEZ KANSAR KAY JARSUMAY SAY NAHAIN MARTA
 
Mazeed haroof ki tashkeel ki zarorat
Mazeed haroof  ki  tashkeel ki zarorat 	Mazeed haroof  ki  tashkeel ki zarorat
Mazeed haroof ki tashkeel ki zarorat
 
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAHARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
ARBI AUR PUNJABI KA LISANI RESHTAH
 
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
Khudi na bach  gharibi main naam paida kar Khudi na bach  gharibi main naam paida kar
Khudi na bach gharibi main naam paida kar
 
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
Sant velentain   jodon ka sanrakshak.Sant velentain   jodon ka sanrakshak.
Sant velentain jodon ka sanrakshak.
 
All baba songs
All baba songsAll baba songs
All baba songs
 
english_asaramayan
english_asaramayanenglish_asaramayan
english_asaramayan
 
Angraizi (1)
Angraizi (1)Angraizi (1)
Angraizi (1)
 
Geet aur Zaboor Lyrics
Geet aur Zaboor LyricsGeet aur Zaboor Lyrics
Geet aur Zaboor Lyrics
 
Jabr, Zindagi, Insan aur Asri taqazay
Jabr, Zindagi, Insan  aur  Asri taqazayJabr, Zindagi, Insan  aur  Asri taqazay
Jabr, Zindagi, Insan aur Asri taqazay
 

Viewers also liked

Viewers also liked (7)

مقصود حسنی کے تحقیقی‘ تنقیدی اور لسانی جائزے
مقصود حسنی   کے تحقیقی‘ تنقیدی اور لسانی جائزےمقصود حسنی   کے تحقیقی‘ تنقیدی اور لسانی جائزے
مقصود حسنی کے تحقیقی‘ تنقیدی اور لسانی جائزے
 
کتا اس لیے بھونکا
کتا اس لیے بھونکاکتا اس لیے بھونکا
کتا اس لیے بھونکا
 
اردو کے تناظر میں بلھے شاہ کی شاعری کا لسانی مطالعہ
   اردو کے تناظر میں  بلھے شاہ کی  شاعری کا  لسانی  مطالعہ   اردو کے تناظر میں  بلھے شاہ کی  شاعری کا  لسانی  مطالعہ
اردو کے تناظر میں بلھے شاہ کی شاعری کا لسانی مطالعہ
 
Newsletter dated 06th January, 2017
Newsletter dated 06th January, 2017Newsletter dated 06th January, 2017
Newsletter dated 06th January, 2017
 
五分鐘搞懂性別&性傾向
五分鐘搞懂性別&性傾向五分鐘搞懂性別&性傾向
五分鐘搞懂性別&性傾向
 
Newsletter dated 30th December, 2016
Newsletter dated 30th December, 2016Newsletter dated 30th December, 2016
Newsletter dated 30th December, 2016
 
Cataloge v.1
Cataloge v.1Cataloge v.1
Cataloge v.1
 

Similar to Hayat e Goraizaan

New text document
New text documentNew text document
New text document
Shaik Uddin
 
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaEk walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
alihussnain
 
Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)
guest77eb26
 
Valentile special
Valentile specialValentile special
Valentile special
mudepradeep
 

Similar to Hayat e Goraizaan (15)

Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanainAwazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
Awazain Alfaz Ishtarak Aur zobanain
 
New text document
New text documentNew text document
New text document
 
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?! Admi,  Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
Admi, Janwar ya os ki koee taraqi’yafta surat hai?!
 
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas ayaEk walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
Ek walid apney naujawan betey ko ley kat merrey paas aya
 
Mohabbat naama
Mohabbat naamaMohabbat naama
Mohabbat naama
 
Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)Amel Ki Categeory (Darjat)
Amel Ki Categeory (Darjat)
 
Everything says something
Everything says somethingEverything says something
Everything says something
 
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit SahooLove makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
Love makes life beautiful (hindi)- A story by AJit Sahoo
 
LOVE SHAYARI
LOVE SHAYARILOVE SHAYARI
LOVE SHAYARI
 
Valentile special
Valentile specialValentile special
Valentile special
 
آٹھ انچ کا پروں والا انسان
آٹھ انچ کا پروں والا انسانآٹھ انچ کا پروں والا انسان
آٹھ انچ کا پروں والا انسان
 
Planning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspectivePlanning: Islamic perspective
Planning: Islamic perspective
 
Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala Sikh Silsala-Eak Motala
Sikh Silsala-Eak Motala
 
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeriProf. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
Prof. Maqsood Hasni ki Punjabi aur punjabi’nama shaeri
 
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zarooriPaaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
Paaki naapaaki ke masail aur khawatein ke mutaalliq zaroori
 

More from maqsood hasni

More from maqsood hasni (20)

چودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہےچودہ اگست اک دن ہے
چودہ اگست اک دن ہے
 
مقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیںمقصود حسنی کی نظمیں
مقصود حسنی کی نظمیں
 
The languagr problem
The languagr problemThe languagr problem
The languagr problem
 
کچھ نظمیں
کچھ نظمیںکچھ نظمیں
کچھ نظمیں
 
زیادہ تر
زیادہ ترزیادہ تر
زیادہ تر
 
TWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIESTWELVE SHORT STORIES
TWELVE SHORT STORIES
 
منار زیست پر
منار زیست پرمنار زیست پر
منار زیست پر
 
Miracle of arts
  Miracle of arts  Miracle of arts
Miracle of arts
 
دس واکا نظمیں
دس واکا نظمیںدس واکا نظمیں
دس واکا نظمیں
 
کیچڑ کا کنول منظومہ
 کیچڑ کا کنول  منظومہ کیچڑ کا کنول  منظومہ
کیچڑ کا کنول منظومہ
 
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
 پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
پروفیسر سید مقصود حسنی-شخصیت اور افکار
 
Pandora
PandoraPandora
Pandora
 
Japanese poetry
Japanese poetryJapanese poetry
Japanese poetry
 
Sailing stones of death valley
Sailing stones of death valleySailing stones of death valley
Sailing stones of death valley
 
چودہ ہائیکو
چودہ ہائیکوچودہ ہائیکو
چودہ ہائیکو
 
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
 چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
چینی طرز پر اسلامی کیلوگرافی
 
طلاق
 طلاق طلاق
طلاق
 
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
 izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
izhar pr pabandigi khatar’nak hoti hai
 
The World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years AgoThe World 50,000 Years Ago
The World 50,000 Years Ago
 
Adam-Ram’s bridge
Adam-Ram’s bridgeAdam-Ram’s bridge
Adam-Ram’s bridge
 

Recently uploaded

Salient Features of India constitution especially power and functions
Salient Features of India constitution especially power and functionsSalient Features of India constitution especially power and functions
Salient Features of India constitution especially power and functions
KarakKing
 
1029 - Danh muc Sach Giao Khoa 10 . pdf
1029 -  Danh muc Sach Giao Khoa 10 . pdf1029 -  Danh muc Sach Giao Khoa 10 . pdf
1029 - Danh muc Sach Giao Khoa 10 . pdf
QucHHunhnh
 
Activity 01 - Artificial Culture (1).pdf
Activity 01 - Artificial Culture (1).pdfActivity 01 - Artificial Culture (1).pdf
Activity 01 - Artificial Culture (1).pdf
ciinovamais
 

Recently uploaded (20)

How to Give a Domain for a Field in Odoo 17
How to Give a Domain for a Field in Odoo 17How to Give a Domain for a Field in Odoo 17
How to Give a Domain for a Field in Odoo 17
 
FSB Advising Checklist - Orientation 2024
FSB Advising Checklist - Orientation 2024FSB Advising Checklist - Orientation 2024
FSB Advising Checklist - Orientation 2024
 
Salient Features of India constitution especially power and functions
Salient Features of India constitution especially power and functionsSalient Features of India constitution especially power and functions
Salient Features of India constitution especially power and functions
 
Unit-V; Pricing (Pharma Marketing Management).pptx
Unit-V; Pricing (Pharma Marketing Management).pptxUnit-V; Pricing (Pharma Marketing Management).pptx
Unit-V; Pricing (Pharma Marketing Management).pptx
 
1029 - Danh muc Sach Giao Khoa 10 . pdf
1029 -  Danh muc Sach Giao Khoa 10 . pdf1029 -  Danh muc Sach Giao Khoa 10 . pdf
1029 - Danh muc Sach Giao Khoa 10 . pdf
 
ICT role in 21st century education and it's challenges.
ICT role in 21st century education and it's challenges.ICT role in 21st century education and it's challenges.
ICT role in 21st century education and it's challenges.
 
ComPTIA Overview | Comptia Security+ Book SY0-701
ComPTIA Overview | Comptia Security+ Book SY0-701ComPTIA Overview | Comptia Security+ Book SY0-701
ComPTIA Overview | Comptia Security+ Book SY0-701
 
Key note speaker Neum_Admir Softic_ENG.pdf
Key note speaker Neum_Admir Softic_ENG.pdfKey note speaker Neum_Admir Softic_ENG.pdf
Key note speaker Neum_Admir Softic_ENG.pdf
 
Activity 01 - Artificial Culture (1).pdf
Activity 01 - Artificial Culture (1).pdfActivity 01 - Artificial Culture (1).pdf
Activity 01 - Artificial Culture (1).pdf
 
Unit-IV; Professional Sales Representative (PSR).pptx
Unit-IV; Professional Sales Representative (PSR).pptxUnit-IV; Professional Sales Representative (PSR).pptx
Unit-IV; Professional Sales Representative (PSR).pptx
 
Application orientated numerical on hev.ppt
Application orientated numerical on hev.pptApplication orientated numerical on hev.ppt
Application orientated numerical on hev.ppt
 
ICT Role in 21st Century Education & its Challenges.pptx
ICT Role in 21st Century Education & its Challenges.pptxICT Role in 21st Century Education & its Challenges.pptx
ICT Role in 21st Century Education & its Challenges.pptx
 
Making communications land - Are they received and understood as intended? we...
Making communications land - Are they received and understood as intended? we...Making communications land - Are they received and understood as intended? we...
Making communications land - Are they received and understood as intended? we...
 
Fostering Friendships - Enhancing Social Bonds in the Classroom
Fostering Friendships - Enhancing Social Bonds  in the ClassroomFostering Friendships - Enhancing Social Bonds  in the Classroom
Fostering Friendships - Enhancing Social Bonds in the Classroom
 
Google Gemini An AI Revolution in Education.pptx
Google Gemini An AI Revolution in Education.pptxGoogle Gemini An AI Revolution in Education.pptx
Google Gemini An AI Revolution in Education.pptx
 
HMCS Max Bernays Pre-Deployment Brief (May 2024).pptx
HMCS Max Bernays Pre-Deployment Brief (May 2024).pptxHMCS Max Bernays Pre-Deployment Brief (May 2024).pptx
HMCS Max Bernays Pre-Deployment Brief (May 2024).pptx
 
Introduction to Nonprofit Accounting: The Basics
Introduction to Nonprofit Accounting: The BasicsIntroduction to Nonprofit Accounting: The Basics
Introduction to Nonprofit Accounting: The Basics
 
Holdier Curriculum Vitae (April 2024).pdf
Holdier Curriculum Vitae (April 2024).pdfHoldier Curriculum Vitae (April 2024).pdf
Holdier Curriculum Vitae (April 2024).pdf
 
This PowerPoint helps students to consider the concept of infinity.
This PowerPoint helps students to consider the concept of infinity.This PowerPoint helps students to consider the concept of infinity.
This PowerPoint helps students to consider the concept of infinity.
 
Kodo Millet PPT made by Ghanshyam bairwa college of Agriculture kumher bhara...
Kodo Millet  PPT made by Ghanshyam bairwa college of Agriculture kumher bhara...Kodo Millet  PPT made by Ghanshyam bairwa college of Agriculture kumher bhara...
Kodo Millet PPT made by Ghanshyam bairwa college of Agriculture kumher bhara...
 

Hayat e Goraizaan

  • 1.
  • 2. Hayaat e Goraizaan Maqsood Hasni Abuzar barqi Kutabkhana 2016 Hum'jinsi Insaniat ki khoof'nak Dushman Our Eak Jinsi Khalona
  • 3. Hum'jinsi Insaniat ki khoof'nak Dushman Aankh say sonnay, kan say bolnay aur monh say daikhnay ki koshesh ya khaesh yaqinun fitrat kay sath gustakhi ho gi. Gurday dharak nahain saktay, dil say pishaab karnay kay azo ka kaam laina hamaqat aur na'dani say ziyada kuch nahain. Yah na'siraf fitrat kay khalaf zulm, ziyadti aur sazish ho gi balkah in aza ko bhi mout kay ghaat otarna ho ga. Baz log fitrat kay dushmun afaal ko siraf aur siraf chand lamhoon ki lazat aur lutaf ko rawa rakhtay hain. Is lutaf lazzat ya illati majbori ki pusht par un'haad noqsanaat ki ghatri mojood hoti hai. Waqt gozar janay kay baad her qisam ka dawa daru bai'asar bai'maeni aur la'yaeni teharta hai. Aaj kay taraqi pasand aur mafadi ehad main bohat kuch
  • 4. ghalt ho raha hai aur shakas apna hi noqsan kiay ja raha hai to is say barh kar koee hairat ki baat nahain ho sakti. Aaj chahar soo jamhoriat ka charcha aur bool bala daikhnay sonnay main aa raha hai aur jamhoriat ko her dukh dard aur aazadi ka madawa samjh liya giya hai jabkah is say bhar'kar koee na'maqool aur gher fitri cheez nahain. Eak misal say apnay moaqaf ki wazahat karna chahoon ga: Mudat hoee hai yaar ko mehmaan kiay howay Josh-e-qadah say bazm charaghaan kiay howay Yah shaiar Ustad Ghalib ka hai. Agar sari donyaan issay Mir Sahib ka shaiar keh day to bhi yah shaiar Mir Sahib ka nahain ho sakta. Jamhoriat ka kamal hai kah wo issay Mir Sahib say mansoob kar sakti hai. Jamhoriat das main say 6 kay kahay ko darust qarar daiti. Is main baat ko nahain, ginti ko darust mana aur samjha jata hai. Jamhoriat yah nahain daikhti kah ghalt ko darust qarar
  • 5. dainay ka parinaam kiya ho ga aur anjaam ka bhogtaan kaisay ho sakay ga. Kisi ghalt ka chop kar hona bhi ghalt hai laikin os kaam ka barsar-e-aam aur qanoni ya samaji ya aazad honay ki haisiat say honay ki noeat qatee mukhtalif hai. Os ghalt kay hawala say ghalt'kar hi motasar nahain hotay balkah oon ki ghalt'kari society ko bhi lay dobti hai. Hum'jinsi ko koee bhi haisiat dainay walay shaed nahain jantay kah is ka shakas aur society par kiya asar ho ga aur yah choot ki haisiat ikhtayar kar gaee to pori insani baradri ka kiya ho ga. Chand mobtala ashkas ki shakasi aazadi ko lay kar ya ossay vote power samjh kar pori society ka baira gharaq nahain hona chahiay. Is ghalt'kari kay noqsanaat kay zimun main chand morozaat paish karta hoon: Eak shakhasi discharage say eak karoor aur sola lakh kay qareeb saparm ka akhraj hota hai. Her saparm main insan bannay ki salahiat mojood hoti hai. Goya mobtala
  • 6. eak karoor sola lakh insanoon ki shakti jo os main mojood hoti hai say la'yaeni mehroom ho giya.Ourat par dischrage honay say eak ya eak say ziyada insan janum laitay aur kaenaat kay hosn main azafay ka sabab bantay hain. Fitri amal say kuch to output samnay aata hai jabkah hum'jinsi say jinsi khail koee output samnay nahain lata. Ourat say malaap fitri amal hai jabkah humjins say malaap gher fitri. Gher fitri amal mosbat nataej say hum'kinar nahain karta. Is kay manfi nataej baramad hotay hain. Jo shakhasi aur samaji hawala say khoof'naak sabat ho saktay hain. Hum'jinsi say fael kay saparm kamzoor partay hain phir eak waqt aisa bhi aata hai kah wo mar jatay hain. Fael kay aala-e-tanasol main jhakao aur taiar'pun aa jata hai. Fael kay aala-e-tanasal ki bala-o-zarein varidain kamzoor par jati hain. Pinas ki jild phat jati hai jis kay zariay kaee bimarioon kay jaraseem dakhal ho saktay hain. Sozak aisi na'morad bimari lahaq ho sakti hai. Zarorat parnay par sinaf-e-mokhlif say malaap ki surat
  • 7. main pachidigiaan rah pa jati hain. Mada manviya bai'tara ki kharabioon ka shakar ho jata hai. Fariqain aala-e-tanasol ko chosnay ka kaam bhi kartay hain. Yah surat sehhat kay liay intahaee khatar'nak hoti hai. Jaryan aur surat-e-anzal ka lahaq hona yaqini ho jata hai. Surat-e-anzal kay liay adviyaat istamal main laee jati hai. In adviyaat say: 1-Qovat-e-bardasht khatam ho jati hai. 2- Janoni halat ho jati hai. 3- Gorday matasar hotay hain. 4- Dil ki bimariyaan janum lay laiti hain. 5- Fariqain apni hi nazroon say gir jatay hain aur os kay
  • 8. baad baihisi ki surat paida ho jati hai. 6-Yaad'dasht ko noqsan ponchta hai. 7- Nafasyati bimariyaan rah pati hain. 8-Chirchara'pun paida ho jata hai. 9- Anis ghalazat ki jaga hai. Aala-e-tanasol ghalazat say aaluda hota hai. Fozlay say is nazok ozo ka touch hona, khir ki khabar nahain la sakta. Fitri amal ki surat main utaras zarorat kay motabaq saparm lay laiti hai baqi nikal bahar karti hai. Hamal na teharnay ki surat main bhi saparm andam-nihani main rok nahain patay. Androni nazam onhain andar roknay nahain daita. Is kay bar'akas pith main saparm dakhal ho jaein to bahar nahain nikal patay kayoon'kah Qudrat nay is ka koee intazam hi nahain kiya. Her saparm main insan bannay ki salahiat mojood hoti hai. Jab wo andar hi mar jatay hain to oon ki haisiat mordar ki si hoti hai. Morda jism main kiray paida ho jatay hain aur yah kiray apna thikana bana laitay hain.
  • 9. In ki khorak saparm (admi) banti hai. Is hawala say onhain adam'khoor kehna ziyada monasab ho ga. Agar onhain khorak mayassar nahain aati to wo mobtala ko hi khana shoro kar daitay hain jis kay sabab ossay sakht parishni la'haq hoti hai. Yah parishni os main wehshat paida kar daiti hai. Phir woh shakar kay liay nikal parta hai. Woh her surat aur her qimat par shakar hasal karta hai. Baz jo adi nahain hotay lalach main aa kar nishana ban jatay hain. Is tara woh bhi moashray kay liay gher mofeed ho jatay hain. Fael hi nahain mafool bhi bachoon ko nishana banata hai. Oon ki nafasyati aur illati majbori kay hawala say takhreeb'kari ko moqa mil jata hai. Oon ka zaihan takhreeb ka ghonsla ban jata hai. Mafool ki izzat-e-nafas is adat kay baes bai'mout mar jati hai. Shakar honay waloon main khoof aur intaqami jazba parwan charta hai jo aagay chal kar na'siraf onhain balkah samaj aur moashray ka satyanas mar kar rakh daita hai. Yah illat-e-baad aati nasal ko bhi montaqil ho
  • 10. jati hai. Donyan ka koee mazhab ya akhlaqi nazam is fael-e-baad ko ijazat nahain daita ta'hum jamhoriat is ki toseeq karnay par zaroor qodrat rakhti hai aur hum'jins shadioon ko ijazat day sakti hai. Agar mard, mard kay sath masroof raha to ouratoon ka (jin ki din ba'din tadaad barh rahi hai) kiya ho ga?! Moalja: Bakray ki bareek nali, jis main taza goda mojood ho panch sat baar anis main rakhi ja'ay. Her bar naee nali li ja'ay. Kuch waqt rakhnay kay baad jab yah nali nikalain gay to kiroon say por ho gi. His Eminency Hazrat Sufi Sheik Shah Dr. Mohammad Nur ul Alam Sahib nay Amriki Sadar aur os ki intazamiya ko motnabay kiya hai:
  • 11. " Homosexuality should not be encouraged at all. It is against God the Almighty's order in the holy bible, the glorious holy Quran, the holy Torah, and other holy religious books of Hinduism and Buddhism. So that Obama should carefully handle the matter of the natural power of Almighty and constitutional power of himself. If you try to match each other in the name of freedom and democracy, you have to pay for that. Like Nimrod, the powerful king of the planet after the biblical flood at the time of Prophey Noah (AS) and Lout (AS)." Ulma karam aur Rohaniat say motalaq logoon ko bhi is janib tovajo daini chahiay. Is tara insaniat ko is fael-e-baad kay manfi asraat say mafooz rakha ja sakta hai. http://www.forumpakistan.com/humjinsi-insaniat-ki-khoofnak-dushman-t28427.html#ixzz44 v82AoSX
  • 12. Our Eak Jinsi Khalona Hum jo daikh rahay hotay hain, zarori nahain apni haqiqat main ossi tara say ho jis tara say hum daikh son ya mehsus kar rahay hotay hain. Shakhas aur os kay baz kamoon ko samjhna itna aasan nahain hota. Shakhas to kaenaat ka eak makhfi raaz hai jissay daryaft karna abhi baqi hai. Hamara raad'amal daikhay, sonay ya mehsus kiay kay motabaq hota hai. kisi baat ya moamlay ki asal tak rasaee kay bagher raad'amal boray ya bar'aks nataej ka hamil ho sakta hai. kisi shakhas kay kahay ya kiay ki asal tak rasaee ka eak zariya body language ka janna bhi kar'aamad hatyar hai. Cehra insan kay batan ka aaena hota hai. Yah insan kay andar ka haal ahwal chopnay nahain daita. Dukh kay moqa par shadeed dukh ka izhaar batni bhi hai ya meaz dikhawa hai, chehra parnay kay baad kuch poshida nahain rehta. Qehqahay moskarahatain aur khushi asli hai ya naqli, insan ka cehra wazay kar daita hai.
  • 13. Inter-net par Jahan tamam aloom-o-fanoon kay motalaq chizain wafar mil jati hain wahan date sites bhi bai'shamar mojood hain. Mujhy in date sites ko qareeb say daikhnay ka itafaq howa hai. Yah sites Rosi khatein say motalaq hain. Mein nay bohat sari khatein kay cehroon aur oon kay messages ka bari bareek'bini say motala kiya hai. Mein apna motala yahan bari eman'dari aur pori zima'dari say paish kar raha hoon: Ourat khof'nak haad tak tanhaee ka shakar hai. Bai'chargi baibasi aur baikasi aazadi kay naam par os kay hawalay kar di gaee hai. Dar, khoof, haras, khadsha, bai'yaqini, mausi, andaisha aur la'yaeniat ki qaid main moqayad ho kar reh gaee hai. Adam'tahafaz ka bori tara shakar ho gaee hai. Ossay apna aata kal kho giya mehsus hota hai. Woh andhairoon ki qaid main hai. Os kay aagay pichay kuch bhi nahain. Jis kay natija main os ki jinib say teen tara kay rovaeay
  • 14. samnay aa'ay hain: 1- Os nay apni zaat say intaqam laina shoru kar diya hai. Khud aziyati say ossay sakoon milta hai. 2- Nashay main kho kar tamam talkhioon ko bhool janay ki na'kaam saee main masroof hai. 3- Kaee rang roop ikhtayaar karkay apnay tashna-e-takmeel khaboon ki tabeer hasil karnay ki koshesh main masroof hai. Rosi khatein kay hawala say mairi samjh main tein batain aee hain: a- Afghanisstan ki jang main marnay walay mardoon kay manfi asraat abhi khatam nahain howay. b- Mard zehni aur jismani toor par kamzoor par ga'ay hain. c- Ouratoon ki shara-e-padaesh main azafa howwa.
  • 15. Kuch logoon ka kehna hai kah yah ouratain adi ho gaee hain. na'ay mardoon say jinsi malaap ka chaska nashay ki si surat ikhtayar kar giya hai aur ab in ka koee alaj momkin hi nahain. Yah issi tara hi rahain gi. Chon'kah yah na'qabal-e-itamad hain aur yah eak mard par iktafa na kar sakain gi lihaza inhain jiwan sathi banana hamaqat say ziyada nahain. Yahaan maira eak sawal hai kah yah ouratain mard kay bagher jinsi taskein hasil kar laiti hain?! Yaqenan nahain, Aisay main in ouratoon say jinsi milaap karnay walay mardoon ko kiya kahna chahiay?! Kiya woh bhi adi ho gay hain? Goya tali eak hath say nahain donoon hatoon say baj
  • 16. rahi hai. Is hawala say mein ba'toor mard, mardoon ki kisi qisam ki waqalat kay liay raza'mand nahain hoon. Maira is baat par israar hai kah mard ki khud'kharzi kay hawala say ourat tanha ho gae hai. Aaj donyaan ka her mard Dalar kamanay ki fikr main hai. Is kaam kay hawala say woh sab samaji-o-akhlaqi taqazay bhool giya hai. Ourat os kay liay shay say ziyada nahain rahi. Aisi shay jo istamal kay baad os kay liay na'kara ho jati hai. Ourat shay nahain, shakas hai. Shakas aur shay main zamein aur aasman ka faraq hai. Ourat ko tahafaz aur khush'kon mostaqbal ki zarorat hai. Ossay eak mostaqil sathi chahiay ta'kah: Ossay mostaqil toor par jinsi taskein ki saholat mayassar aa sakay. Os ki moashi zaroratain pori hoon. Os kay bachoon ka koee baap bhi ho aur bachoon kay mostaqbal kay liay fikar'mand ho.
  • 17. Koee aisa to ho jo os ka apna ho aur jis say woh apna dukh sukh bant sakay. Koee aisa bhi ho jis say woh tovaqaat wabasta kar sakay. Koee aisa bhi ho jis say woh piyar karay. Ghagra karay. Os kay naz nakhray othanay wala os ka apna ho jis say apnay reshtay ka ta'araf kara sakay. Bai'chint ho kar oulaad ki parwaresh kar sakay. Yah bhi sonnay main aata hai kah yah to ourat ki aazadi hai. Ha'aein! yah kasi aazadi hai jis nay shakas (ourat) ko sex toy, aish aur aaraesh-o-namaesh ka zariya bana kar rakh diya hai. Bhok bhi bohat bari bala hai. Bhok shakas ko jaez na'jaez akhlaq gher'akhlaq asool aur gher'asool say kosoon door lay jati hai. Bhok kisi ki dost nahain. Is ka hal roti aur siraf roti hi hai. Ghalibun bhok bhi ourat ko
  • 18. is janib lay aae hai. Jis kay natija main woh darust aur na'darust ko bholnay par majboor ho gae hai. Jinsi lutaf'andozi kay liay to her mard midan main aa jata hai laikin jiwan sathi bananay kay liay koee taiyar nahain. Wahan wazay'dari aaray aa jati hai. Inter-net par jism faroshi kay aday khol gay hain. Ourat ko kamaee ka zariya bana liya giya hai. Is karobar kay malik sharif izzat'dar aur mohtaram fard hain. Hamaray haan in kay liay lafz "dalla" oon kay kaam ko "dalla'giri" aur hasil honay wali kamaee ko "dalali" ka naam diya jata tha. Yah sosaeti kay ghaleez tarein aur ghatya qisam kay log samjhay jatay thay. Daikhna yah hai kah: yah ouratain aazad ho gaee hain ya ayash ho gaee hain ya jism faroshi ki adi? Yah sab kuch issi tara say chaltay rehna chahiay? Kiya ourat ko baibas, majboor aur tanha choor daina chahiay?
  • 19. Kiya ourat ka issi tara sex toy banay rehna thek hai? Sawal yah bhi othta hai: Is qisam ki ouratoon ki kokh say janam lainay wali oulaad jo baap kay bagher parwan charay gi, aatay kal ko os ki shaksiat adhori na reh ja'ay gi? Aakhir en sawalaat par koe ghoor karnay ko kayoon taiyar nahain. Bai'waqar, ehtaram say mehroom kamae ka zariya, eak shay, aur sex toy say khir ki towaqo hamaqat nahain???????? 14 soo saal pehlay Islam nay 4 shadioon ki ijazat di. Is ijazat ka koee to maqsad aur jawaz ho ga. Allah ko ilm tha kah mard ourat ka ginti main tawazan bigar ja'ay ga. Is tara ouratoon ka ghar bas sakay ga aur onhain samaji moqam hasal ho sakay ga. Eak bazari aur chalti ourat ka moashray main bhala kiya moqam hai. Yah bji kah onhain tahafaz mayassar aa ssakay ga? Adyaan, khasusan Islam nay ourat ko izzat ehtaram aur
  • 20. tahafaz diya hai. Olma-e-adyaan ko eak say ziyada shadioon kay moamla main khul kar aur ossi tara say baat karni chahiay jis tara say baat karnay ka haq hai. Is tara fahashi kay darwazay band ho sakain gay. Fahashi kharabioon aur boraeoon ki jar hai. Is kay sabab zindagi ka tawazan bigar raha hai. Ourat, orat kay liay dil bara karay ta'kah ourat ko sex toy honay say bachaya ja sakay aur woh por'itmad mata/maan sabat ho sakay. Yahhi nahain ourat ki shakhsi anna ko tahafaz faraham kiya ja sakay. ________________ Fri May 29, 2009 6:55 am Rana Naeem Thanks, good post
  • 21. urfi67 this is the hall mark of western culture which has made women just a commodity for the use of males,,,indians are also following it blindly and are projecting women in the most abnoxious manner I K QAZI Moderator Location: Germany Dr.Maqsood Sahib! Aap ki Iss cheez se Mujhe Ikhtilaaf he K Aap Shaksiat parasti k Mojab ho rahen hain.Hume Islam Ki Taleemat ko Quran O Sunat ki taleemat thak hi Mehdood rakhni chahiye aur ye Rohani Paishawahoh waghaira k Chakroh se Bachna chahiye.Humara Quaid Iss Silsille me Sirf Rasool Kareem MOHAMMAD (SAW) ki Zaat e Girami he na k Alama Shah Soofi,Dr. Mohammad Noor Alam ya kohi aur Waghaira.Hum khud ko inni Deen K Khilaaf Rawishoh se khud aur Qaom Ko
  • 22. Taqseem Dar Taqseem kar Raheh hain.Aur iss k saath saath Firqa,Giroh parasti aur Shaksiat parasti ko Hawa deh raheh hain.Hume chahiye k Ba hesiat e Qaom Iss Mulk me Islami Nizaam ka (Islam k asli tasawar k Mutabiq yani Iss ki Rooh k mutabiq) nifaaz ka ehtemaam kareh.Me iss ko kissi bhi Giroh,Party,Shakhs ya Talibaan jaise loagoh ki bajay "Imarat"(State) k zariye Awaam ki Aksariat ke Israar par iss k nifaaz ko drust samajhta hooh.Baray Karam Hume Kissi aur k parcham ki bajay QURAN O SUNNAH k Gird jamah hona chahiye. _________________ Dr Maqsood Hasni aap nay tovajo farmae, es meharbani k liay mamoon hoon. I K QAZI You are most welcome.Me Aap k Ache Akhlaq se
  • 23. bohat hi Mutasir hooh.Ho sakta he k humare khayalaat me ikhtilaf ho lehkin aap ki Kawishoh ko me zaroor parrh ka saraahta hooh. _________________ Dr Maqsood Hasni Allah Sahib aur Aaqa karim k siwa kuch bhi aakhri nahain. mamoli motay moshahiday aur tajarbay ka shakas hoon. khaha ghalt ho sata hai ya os main kahein azafay ki gonjaesh ho sakti hai. ahbaab hi behtar ra'ay day saktay hain ya baat ko aagay barha saktay hain. tehreer kaghaz par aa gae hai ab yah ahbaab ki hai mein to kuch kehnay ki positin main hi nahain hoon. likin ekhtalaaf dushmani to nahain. yah to aap ki mohabat aur karam'farmae hai jo aap nay apni ra'ay ka izhar kiya. Allah Sahib aap ko kush rakhy.
  • 24. I K QAZI Dr.Maqsood Aap Samet.Me khud bhi Ahl e Zuban nahih hooh,Hah Iss Urdu Zaban se Muhabbat bohat he aur ye Mere liye Izhaar aur Raabthe ki behter zaban he.English ki aik misaal he k:"By Reading we enrich our minds & By conversation we polish it".Tho mere liye Mukalme ka hona aik sehatmand Roajhaan he.Chunke Aap aam Rawish se Hatt karr Thorra Gehrahi me Jhankhte Hain tho Issi Liye Me Aap Ke Posts par na sirf Tawajo mabzool rakhta hooh balke Hat Al Wasa Izhaar bhi Kartha Hooh.Insha ALLAH Ye Bahimi Khuloos,Mukaalme aur Bahimi Ehteram Ka Silsila Jari rahe ga. Dr Maqsood Hasni yaqinan yah rabt hum donoon ko kush aa'ay ga. apna khayaal rakheay ga.